Video of "Tumhaaraa Chaahane Vaalaa Khudaa Ki Duniyaa Men" from YouTube
Advertisement
Tumhaaraa Chaahane Vaalaa Khudaa Ki Duniyaa Men - तुम्हारा चाहने वाला खुदा की दुनिया में
SingerAsha Bhosle, Mahendra Kapoor
Music byO P Nayyar
LyricistS H Bihari
ActorBiswajeet
CategoryRomantic Songs, Raag Based Songs, Raga - Bhimpalasi
MovieKahin Din Kahin Raat (1968)
Lyrics of Tumhaaraa Chaahane Vaalaa Khudaa Ki Duniyaa Men - तुम्हारा चाहने वाला खुदा की दुनिया में
tumhara chahane vala khuda ki duniyaa me
mere siva bhi koi aur ho khuda na kare
tumhara chahane vala khuda ki duniyaa me
mere siva bhi koi aur ho khuda na kare
tumhara chahane vala khuda ki duniyaa me
ye baat kaise gavara karega dil mera
tumhara zikr kisi aur ki zuban pe ho
tumhare husn ki tarif aaina bhi kare
to mai tumhari qasam hai ke tod dun usko
tumhare pyar tumhari adaa ka divana
mere siva bhi koi aur ho khuda na kare
tumhara chahane vala khuda ki duniyaa me
vo din na aaye ke mujhse kabhi juda hokar
kisi ka pyar dobara kahi talash karo
jhuka ke sar ko kisi ajnabi ke shano par
tum apne gam ka sahara kahi talash karo
karib dil ke tumhare kisi bhi halat me
mere siva bhi koi aur ho khuda na kare
tumhara chahane vala khuda ki duniyaa me
tumhare dil ko kahi mujhse kabhi thes lage
mujhe yakin hai aisa kabhi nahi hoga
mujhe vafao pe apni bada bharosa hai
tumhara pyar hi de jaye na kahi dhokha
dua ye hai ke tumhara khuda ki duniya me

Poetic Translation - Lyrics of Tumhaaraa Chaahane Vaalaa Khudaa Ki Duniyaa Men - तुम्हारा चाहने वाला खुदा की दुनिया में
In God's vast realm where your heart resides,
May no other soul claim your love's tides.
In God's vast realm, your affection's space,
May no other find your heart's embrace.
In God's vast realm, your love's design...
How could my heart accept such pain,
Your name on another's lips again?
If mirrors sing of your beauty's gleam,
By your soul, I swear, I'd shatter the dream.
A devotee of your charm's sweet art,
May no other claim your loving heart.
In God's vast realm, where your heart resides…
May that day never dawn, when we're apart,
And you seek love anew, a brand new start.
Head bowed, you seek solace, a stranger's keep,
To find comfort where your sorrows sleep.
Near to your heart, in any plight,
May no other claim your guiding light.
In God's vast realm, where your heart resides…
If ever your heart should feel a sting from me,
I trust, such pain will never be.
In faithfulness, my faith is strong and true,
Yet love can falter, and promises accrue.
My prayer is that, in God's great sphere,
May no other claim your love so dear.
In God's vast realm, where your heart resides,

Kahin Din Kahin Raat (1968) - Movie Details
Film CastBiswajeet, Sapna, Helen, Pran, Mohan Choti, Nadira, Habib
SingerMahendra Kapoor, Asha Bhosle, Badrinath Pawar, Shankar Dasgupta,
LyricistAziz Kashmiri, S.H. Bihari
Music ByO P Nayyar
DirectorDarshan (1)
External LinksKahin Din Kahin Raat at IMDB
Movie at YTKahin Din Kahin Raat at YT Kahin Din Kahin Raat at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films