Video of "Tumhara Pyaar Chaahiye Mujhe Jine Ke Liye" from YouTube
Tumhara Pyaar Chaahiye Mujhe Jine Ke Liye Video Thumbnail
Advertisement
Tumhara Pyaar Chaahiye Mujhe Jine Ke Liye - प्यार चाहिये मुझे जीने के लिये
Lyrics of Tumhara Pyaar Chaahiye Mujhe Jine Ke Liye - प्यार चाहिये मुझे जीने के लिये
pyar chahiye mujhe jine ke liye
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye
mujhko har ghadi didar chahiye
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye

rup rang pe marta aaya, sadiyo se ya zamana
mai man ki sundarta dekhu, pyar ka mai diwana
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye
tufa me baho ki patwar chahiye
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye

mere siwa tum aur kisi ko dil me na aane dogi
phulo ki to baat hi kya hai, kanto ke sath chalogi
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye
din raat wafa ka ikarar chahiye
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye
mujhko har ghadi didar chahiye
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye
lyrics of song Tumhara Pyaar Chaahiye Mujhe Jine Ke Liye
Poetic Translation - Lyrics of Tumhara Pyaar Chaahiye Mujhe Jine Ke Liye - प्यार चाहिये मुझे जीने के लिये
Love, I need it to breathe, to exist,
Your love, I need it to live.
Your gaze, I crave it, every hour, every moment,
Your love, I need it to live.

For ages, the world has fallen for form and hue,
But I seek the beauty of the heart, love’s devotee, true.
Your love, I need it to live.
In storms, your arms as my oar I crave,
Your love, I need it to live.

You will let no other enter your heart, save me alone,
What of flowers, you'll walk with thorns, unknown.
Your love, I need it to live.
Day and night, your vows of loyalty I crave,
Your love, I need it to live.
Your gaze, I crave it, every hour, every moment,
Your love, I need it to live.

Manokaamna (1980) - Movie Details
Film CastRaj Kiran, Madhu Kapoor, Urmila Bhatt, Kalpana Iyer, Jaginder, Sahil Chaturvedi SingerAarti Mukherji, Bappi Lahiri LyricistIndeevar Music ByBappi Lahiri DirectorKedar Kapoor, Kidar Kapoor ProducerTarachand Barjatya External LinksManokaamna at IMDB       Movie at YTManokaamna at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement