|  
	 
	 | 
	 |  
		
			 | 
			
			 | 
            Thumb | 
    		Song Heading | 
			Singer / Movie | 
			Music By / Lyricist | 
			Actor / Category | 
			 | 
			 
| Video of the song from youtube | 
Advertisements | 
 
| 
 Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website. 
   We will add as soon as the video of the song is available.  | 
 | 
 
Lyrics of Tumhari Yaad Ne Bechain Mujhko Raat Bhar Rakha - तुम्हारी याद ने बेचैन मुझको रात भर रखाtumhari yaad ne bechain mujhko rat bhar rakha 
tumhari yaad ne bechain mujhko rat bhar rakha 
kabhi takiya kabhi takiya  
kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha  

kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha 
 
kai din se tumhare milne ki thi aarzu dil me 
nazar aa jao bas ek bar ye thi zusatzu dil me 

ye thi zusatzu dil me 
miloge tum kabhi to dil isi ummid par rakha 

kabhi takiya aaha kabhi takiya ho o 
kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha 
kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha  
 
mile yu to kai masuk is duniya ki raho me  
magar tum jaisa katil chad gaya meri nigaho me 

meri nigaho me 
tumhari in adao ne mujhe diwana kar rakha 

kabhi takiya haye kabhi takiya hoye 
kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha 
kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha 
 
tamana thi to bas ye ithi ki tumhari did ho jaye  
tumhari did ho jaye to apni id ho jaye 

tumhari did ho jaye to apni id ho jaye to apni id ho jaye 
chhupake aaj tak ye chand ka chehara kidhar rakha 