Video of "Tumhee Ne Dil Ko Dil Samajha Nahee Hai" from YouTube
Tumhee Ne Dil Ko Dil Samajha Nahee Hai Video Thumbnail
Advertisement
Tumhee Ne Dil Ko Dil Samajha Nahee Hai - तुम्हीं ने दिल को दिल समझा नहीं है
Lyrics of Tumhee Ne Dil Ko Dil Samajha Nahee Hai - तुम्हीं ने दिल को दिल समझा नहीं है
tumhi ne dil ko dil samajha nahi hai
tumhi ne dil ko dil samajha nahi hai
koyi arman naa ho aisa nahi hai
koyi arman naa ho aisa nahi hai

dhuwa dekha kisine aur naa shola
dhuwa dekha kisine aur naa shola
kabhi aise koyi jalta nahi hai
kabhi aise koyi jalta nahi hai
hasin aanchal me hain kitne sitare
hasin aanchal me hain kitne sitare
hain kitne sitare
koyi mera hai iname ya nahi hai

mere sine me apna dard bhar do
mere sine me apna dard bhar do
tum apna dard bhar do
akele bojh yeh uthata nahi hai
akele bojh yeh uthata nahi hai
akele bojh yeh uthata nahi hai

meri baho se aage jaa rahi ho
meri baho se aage jaa rahi ho
tum aage jaa rahi ho
magar aage koyi duniya nahi hai
magar aage koyi duniya nahi hai
tumhi ne dil ko dil samajha nahi hai
tumhi ne dil ko dil samajha nahi hai
lyrics of song Tumhee Ne Dil Ko Dil Samajha Nahee Hai
Poetic Translation - Lyrics of Tumhee Ne Dil Ko Dil Samajha Nahee Hai - तुम्हीं ने दिल को दिल समझा नहीं है
You never understood the heart's true measure,
You never understood the heart's true measure.
Desires unbidden? That is not the case,
Desires unbidden? That is not the case.

Smoke was all that anyone could see, no flame,
Smoke was all that anyone could see, no flame.
No heart consumes itself in such a way,
No heart consumes itself in such a way.
Beneath beauty's veil, how many stars reside,
Beneath beauty's veil, how many stars reside.
Is one of them mine? Or do they all evade?

Fill my chest with all your pain, I pray,
Fill my chest with all your pain, I pray.
This burden, borne alone, it cannot stay,
This burden, borne alone, it cannot stay.
This burden, borne alone, it cannot stay.

You move beyond my arms, you start to flee,
You move beyond my arms, you start to flee.
But there's no world ahead, it cannot be,
But there's no world ahead, it cannot be.
You never understood the heart's true measure,
You never understood the heart's true measure.

Chaand Grahan (1997) - Movie Details
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement