Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ude Jab Jab Julfen Teree - उड़ें जब जब ज़ुल्फ़ें तेरी
ho ude jab jab julfen teree
ho ude jab jab julfen teree
ho ude jab jab julfen teree
kavaariyo kaa dil machle
kavaariyo kaa dil machle jind meriye
oh jab aise chikane chehare
to kaise naa najar phisle
to kaise naa najar phisle jind meriye
ho rut pyaar karan kee aayee
ho rut pyaar karan kee aayee ho oh
rut pyaar karan kee aayee
rut pyaar karan kee aayee
ke beriyon ke bed pak gaye
ke beriyon ke bed pak gaye jind meriye
kabhee dal idhar bhee phera
kabhee dal idhar bhee phera
ke tak tak nain thak gaye
ke tak tak nain thak gaye jind meriye
ho us gaanv pe sawaar kabhi sajke
us gaanv pe sawaar kabhi sajke
us gaanv pe sawaar kabhi sajke
ke jahaan meraa yaar basta
ke jahaan meraa yaar basta jind meriye
paanee lene ke bahaane aaja
paanee lene ke bahaane aaja
ke teraa meraa ik rasta
ke teraa meraa ik rasta jind meriye
ho tujhe chaand ke bahaane dekhu
ho tujhe chaand ke bahaane dekhu
tujhe chaand ke bahaane dekhu
tujhe chaand ke bahaane dekhu jind meriye
to chhat par aaja goriye
to chhat par aaja goriye jind meriye
abhi chhedenge galee ke sab ladke
abhi chhedenge galee ke sab ladke
ke chaand bairee chhip jaane de
ke chaand bairee chhip jaane de jind meriye
ho teri chaal hai naagan jaise
ho teri chaal hai naagan jaise
teri chaal hai naagan jaise
teri chaal hai naagan jaise
re jogi tujhe le jaayenge
re jogi tujhe le jaayenge jind meriye
jaaye kahee bhee magar ham sajna
jaaye kahee bhee magar ham sajna
ye dil tujhe de jaayenge
ye dil tujhe de jaayenge jind meriye
ho dil leke daga de oh
ho dil leke daga de oh
yaar hai matlab ke ye denge to kya denge
duneeya ko dikha denge oh
duneeya ko dikha denge oh
yaaro ke pasine par ham khun baha denge
Comments for lyrics of song "Ude Jab Jab Julfen Teree"
aceji on Wednesday, February 10, 2010 PLEASE remember this sound tract has added new sounds especially tabla. The original sounds better.
aceji on Wednesday, February 10, 2010 Lataji never sang for O P Nayyar. This is Asha Bhonsle.
RandOceans on Saturday, September 25, 2010 the colorization is neatly done - but - color choice is terrible - Dilip Kumar's hair isn't saturated with any tone of color at all, neither is the colorization of both actors lips is realistic. The actress's lips are purple and the actors is dull-grey-beige? The sky is too saturated - they could have been creative with colorizing the costumes - clearly they didn't consult anyone before they choose the colors. The background artist clothes look more appealing.
Madhu Meeta on Tuesday, April 14, 2015 Aaj yeh gaana bhi yaad aa gaya. Gaana aisa ki sunte hee dil jhoom uthe.
taaliyon se shuruat, aur aise taal ki poochhiye mat. O.P.Nayyar ka kamaal
hai, aur Rafi Sahab aur Asha di ka bhee. rut pyaar karan kee aayee, ke
beriyon ke bed pak gaye, tujhe chaand ke bahaane dekhu, tu chhat par aaja
goriye, Sahir ne bhee khoob lubhaavne shabd like hain. Vaijantimala aur
Dilip Kr. ki kya baat hai. Mazaa aa gaya sunkar aur dekhkar.
crazycoolable on Sunday, December 20, 2009 What a Lovely Song. Ab aise gane kaha sunne ko milta hain. Koi aise sreele gaane ko gaa bhi nahi sakta . Naya Daur Dilip Kumar ki Mega hit Film thee. Dilip Kumar ki Acting Himaliya ki Bulandiyo se bhi oonch thee. Dilip kumar ne Jo shankar ka role kiya tha aisa role ajtak koi kar nahi saka .Naya daur Dilip sahab ki yadgar Film Hai.
Firoz khan Suroor Malihabadi