Video of "Uljhan Dil Ka Kya Suljhe" from YouTube
Advertisement
Uljhan Dil Ka Kya Suljhe - उलझन दिल की क्या सुलझे
Lyrics of Uljhan Dil Ka Kya Suljhe - उलझन दिल की क्या सुलझे
uljhan dil ki kya suljhe
jab kaha na jaye raz dil ka kaha na jaye raz
uljhan dil ki kya suljhe
jab kaha na jaye raz dil ka kaha na jaye raz
kuch kahna chahe kah na sake
chup rahna chahe rah na sake
aake zuba par kaanp rahi hai
ye kaisi aawaz dil ki ye kaisi aawaz
chup rehne se jee ghabraye
kehne se dil par ban jaye
kisko gum aur kaam uthaye
kisko gum aur kaam uthaye
ye kaisa andaz haye ye kaisa andaz

Poetic Translation - Lyrics of Uljhan Dil Ka Kya Suljhe - उलझन दिल की क्या सुलझे
How can the heart's knots unravel,
When the soul's secret remains unspoken,
When the heart's secret remains unspoken?
Wanting to speak, yet unable,
Wanting silence, but unable to keep,
Trembling on the tongue,
What is this sound of the heart, what is this sound?
Silence suffocates the spirit,
Speech burdens the heart,
Whose grief to embrace, whose task to take?
Whose grief to embrace, whose task to take?
What is this plight, oh, what is this plight?

Shama (1946) - Movie Details
Film CastUlhas Wasti, Mahtab, Anwari, Prakash, Jafri Begum, Amir Bano, Sadat Ali, Chanda
SingerShamshad Begum, Zohrabai, Hamida Banu, G M Durrani
LyricistShams Lakhnavi, Ehsan Rizvi, Shewan Rizvi, Shamim
Music ByGhulam Haider
DirectorKeeka, Khambata, Majid
External LinksShama at IMDB Shama at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films