Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Uljhan Jo Badhti Ja Rahi Hai Intezar Ki - उलझन जो बढती जा रही है इंतज़ार की
uljhan jo badhti ja rahi hai inzar ki
uljhan jo badhti ja rahi hai inzar ki
har zara banta ja raha hai tasveer yaar ki
har zara banta ja raha hai tasveer yaar ki
har sha nasal ke samne aati hai bekarar
har sha nasal ke samne aati hai bekarar
ye bekarariyan hai bekarar ki
ye bekarariyan hai bekarar ki
uljhan jo badhti ja rahi hai inzar ki
ruk ruk ke aa rahi hai khapat me jo hichkiyan
ruk ruk ke aa rahi hai khapat me jo hichkiyan
thodi si aag hai abhi badle bahar ki
thodi si aag hai abhi badle bahar ki
uljhan jo badhti ja rahi hai inzar ki
kehna khafa to unse tere se kya kahun
kehna khafa to unse tere se kya kahun
chadar banayiega hamare mazar ki
chadar banayiega hamare mazar ki
uljhan jo badhti ja rahi hai inzar ki