Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Live At Wembley
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Ghazals
Video of the song from youtube

Lyrics of Umr Jalwo Mein Basar Ho - उम्र जलवों में बसर हो

umar jalwon mein basar ho
umar jalwon mein jalwon mein jalwon mein
jalwon mein umar jalwon mein basar ho
ye jaruri to nahi
umar jalwon mein basar ho
ye jaruri to nahi umar jalwon mein

umar jalwon mein basar ho basar ho
umar jalwon mein basar ho ye jaruri to nahi
umar jalwon mein
umar jalwon mein basar ho ye jaruri to nahi
har shabe gham ki sahar ho ye jaruri to nahi
har shabe gham ki sahar ho ye jaruri to nahi
umar jalwon mein

chashme saaki se piyo chashme saaki se piyo
ya labe sagar se piyo
chashme saaki se piyo ya labe sagar se piyo
piyo piyo piyo piyo piyo piyo piyo piyo
chashme saaki se piyo ya labe sagar se piyo
chashme saaki chashme saaki se piyo ya labe sagar se piyo
bekhudi aathon pahar ho ye jaruri to nahi
bekhudi aathon pahar ho ye jaruri to nahi
umar jalwon mein

neend neend to dard ke bistar par bhi aa sakti hain
neend neend to dard ke bistar par bhi aa sakti hain
neend neend neend neend neend neend
neend neend to dard ke bistar par bhi aa sakti hain
unki aagosh mein sar ho to ye jaruri to nahi
unki aagosh mein sar ho to ye jaruri to nahi
umar jalwon mein

saif karta to hain masjid mein khuda ko sajde
saif saif karta to hain masjid mein khuda ko sajde
sajde sajde khuda ko sajde sajde sajde sajde sajde
saif saif karta to hain masjid mein khuda ko sajde
saif karta saif karta saif karta
saif karta to hain masjid mein khuda ko sajde
uske sajdo mein asar ho ye jaruri to nahi
uske sajdo mein asar ho ye jaruri to nahi
umar jalwon mein

sabki najaron mein ho saaki sabki najaron mein ho saaki
sabki najaron mein ho saaki saaki
sabki najaron mein ho saaki sabki najaron mein ho saaki
ye jaruri hain magar sabki najaron mein ho saaki
saaki saaki saaki saaki saaki saaki
sabki najaron sabki najaron mein ho
sabki najaron mein ho saaki ye jaruri hain magar
sab pe saaki ki najar ho ye jaruri to nahi
sab pe saaki ki najar ho ye jaruri to nahi
umar jalwon mein basar ho ye jaruri to nahi
umar jalwon mein


lyrics of song Umr Jalwo Mein Basar Ho



Singer: Chitra Singh, Jagjit Singh
Lyricist: Iftikhar Imam Siddiqui, Chaman Lal Chaman, Khamosh Dehlvi, Andleeb Shadani, Ibn E Insha, Wajid Ali Shah
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy