Video of "Uuparavaalaa Maalik Hai Vo Sabakaa Rakhavaalaa Hai" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.
We will add as soon as the video of the song is available.

Advertisement
Uuparavaalaa Maalik Hai Vo Sabakaa Rakhavaalaa Hai - ऊपरवाला मालिक है वो सबका रखवाला है
Lyrics of Uuparavaalaa Maalik Hai Vo Sabakaa Rakhavaalaa Hai - ऊपरवाला मालिक है वो सबका रखवाला है
uparvala malik hai vo sabka rakhvala hai
vijay jo qismat par paye vohi himmatvala hai

bhumi par atom bomb kyun hai
phulo me ye kante kyun hai
dono hatho me daulat hai
jhuthi chinta dil me kyun hai

mati me se ham aye hai hamko mati me milna hai

vohi akhir jitega man me jiske moh nahi
hath me thoda paisa hai to duniya uska ghar mana
kab tak dam hai bant do dhan ko kya khona aur kya pana
uska sada bharosa kar jisne tujhe sambhala hai

gagan tumhara bhumi tumhari phir bhi tu kyun kare ladai

khud pe himmat rakhna zara phir to sab kuch hai tera
sukh me sari duniya tere piche-piche rahti hai
mahki-mahki kaliyan tujhko mohan-mohan kahti hai
jab tak tujh me himmat hai kuch na bigadne vala hai

Muthu Maharaja (2001) - Movie Details
Film CastRajinikanth
SingerChithra K S, G V Prakash, Udit Narayan
LyricistP.K. Mishra
Music ByA R Rahman
External LinksMuthu Maharaja at IMDB Muthu Maharaja at Wikipedia
Movie at YTMuthu Maharaja at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films