Video of "Us Mast Nazar Pe Padi Jo Nazar" from YouTube
Us Mast Nazar Pe Padi Jo Nazar Video Thumbnail
Advertisement
Us Mast Nazar Pe Padi Jo Nazar - उस मस्त नज़र पे पड़ी जो नज़र
Lyrics of Us Mast Nazar Pe Padi Jo Nazar - उस मस्त नज़र पे पड़ी जो नज़र
us mast nazar pe padi jo nazar
kajre ne kaha mat dekho idhar
maine kaha mai to dekhunga
kajre na kaha dekho ji magar ai ji ulajh na jaana
kahi ulajh na jaana, kahi ulajh na jaana
dekho ji kahi ulajh na jaana

sundar mukhada nain suhaane
sundar mukhada nain suhaane
joban ke dwar pe jaise khade ho do mastane
jaise khade ho do mastane
bhari nazar se dekha kisi ne
bhari nazar se dekha kisi ne
bole paas nahi aana, kahi ulajh na jaana
bole paas nahi aana, kahi ulajh na jaana
dekho ji kahi ulajh na jaana

kajre ki jori hanse chori chori
kajre ki jori hanse chori chori
jaadu nazar kaa chala ke
nazar ke sahare adaao ke maare zulfo ka jaal bichha ke
nazar ke sahare adaao ke maare zulfo ka jaal bichha ke
dekh ke haath badhana, kahi ulajh na jaana
dekh ke haath badhana, kahi ulajh na jaana
dekho ji kahi ulajh na jaana
lyrics of song Us Mast Nazar Pe Padi Jo Nazar
Poetic Translation - Lyrics of Us Mast Nazar Pe Padi Jo Nazar - उस मस्त नज़र पे पड़ी जो नज़र
Upon that gaze, my gaze did fall,
Kohl whispered, "Do not look at all."
I vowed, "But look, I surely will."
Kohl warned, "Behold, yet heed this thrill,
Lest you be snared, lost in the plea,
Lost in the snare, eternally,
Behold, lest you be snared by me."

Fair face, eyes that softly gleam,
Fair face, a captivating dream,
At youth's gate, like lovers bold,
Like lovers, stories yet untold.
Filled gaze, someone did bestow,
Filled gaze, and whispered, "Do not go,
Lest you be snared, lost in the fray,
Lest you be snared, and lose your way,
Behold, lest you be snared by me."

The kohl's dark twin, a secret laugh,
The kohl's dark twin, a hidden craft,
A magic woven, gaze to ensnare,
With glances, charm beyond compare,
With glances, charms, and tresses' art,
With tresses, capturing the heart.
To reach, to touch, a fateful start,
Lest you be snared, and torn apart,
Behold, lest you be snared by me.

Parwana (1947) - Movie Details
Film CastK L Sehgal, Suraiya, K N Singh, Najma Nazir SingerK L Saigal, Suraiya, Rajkumari LyricistD N Madhok Music ByKhursheed Anwar DirectorJ K Nanda External LinksParwana at IMDB       Movie at YTParwana at YT    Parwana at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement