Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

At Her Best Begum Akhtar (Album)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Uzr Aane Men Bhi Hai Aur Bulaate Bhi Nahin - उज्र आने में भी है

uzr aane me bhi hai
uzr aane me bhi hai
aur pas bulaate bhi nahi
uzr aane me bhi hai
aur pas bulaate bhi nahi
baise karke mulaakaat
bataate bhi nahi
uzr aane me bhi hai

khub parda hai ki
chilaman se lage baithe hain
khub parda hai ki
chilaman se lage baithe hain
saaf chhupte bhi nahi
saaf chhupte bhi nahi
saamne aate bhi nahi
saaf chhupte bhi nahi
saamne aate bhi nahi
uzr aane me bhi hai

ho chuka qataa taalluq to
jafaayen kyun ho
ho chuka qataa taalluq to
jafaayen kyun ho
jinko matlab nahi
jinko matlab nahi
rahta wo sataate bhi nahi
jinko matlab nahi
jinko matlab nahi
rahta wo sataate bhi nahi
uzr aane me bhi hai

zist se tag ho e daag to
jeete kyun ho
jaan pyaari bhi nahi
jaan pyaari bhi nahi
jaan se jaate bhi nahi
jaan pyaari bhi nahi
jaan se jaate bhi nahi
uzr aane me bhi hai
paas bulate bhi nahi
uzr aane me bhi hai


lyrics of song Uzr Aane Men Bhi Hai Aur Bulaate Bhi Nahin

Comments for lyrics of song "Uzr Aane Men Bhi Hai Aur Bulaate Bhi Nahin"
Kanta roy on Sunday, January 26, 2014
what a romanticism! the heavenly call in the earth! a blood from bain or
heart is flowing out and writes.?

ershed on Thursday, May 03, 2007
The dilemma and wanton expression of love by both the one who loves and the
beloved is so over powering, when you listen to Begum. Thanks to Mahakavi,
Begum and to the poet daagh.

sardarinam on Saturday, September 13, 2008
thanks Mahakavi, u have done great job for the music and the sole, it realy
have the healing effects of consoleing the restless minds and great poetry
off course

breezyawaaz on Monday, June 18, 2012
I now see the value of youtube...we are able to hear these treasures
uploaded by music lovers for music lovers.Thanks youtube

tarnicles on Sunday, June 01, 2014
kya aawaz hai aur kya kalaam!
Ek tau daagh dehlawi ka kalaam, uss par sey begum akhtar sahiba ki dilkash
aawaz.

View all 10 comments related to song Uzr Aane Men Bhi Hai Aur Bulaate Bhi Nahin - उज्र आने में भी है


Singer: Begum Akhtar
Lyricist: Shamim Jaipuri, Momin Khan Momin, Momin Khan Momin
Music Director: Khayyam
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy