Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Waqt
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Vaqt Se Din Aur Raat
4.43 - 208 votes
Balraj Sahni, Achala Sachdev
Title Song
Video of the song from youtube

Lyrics of Vaqt Se Din Aur Raat - वक़्त से दिन और रात

vaqt se din aur raat vaqt se kal aur aaj
vaqt ki har shai gulaam vaqt kaa har shai pe raaj
vaqt se din aur raat vaqt se kal aur aaj
vaqt ki har shai gulaam vaqt kaa har shai pe raaj

vaqt ki gardish se hai chand taron ka nijam
vaqt ki gardish se hai chand taron ka nijam
vaqt ki thokar me hai kya hukumat kya samaj
kya hukumat kya samaj
vaqt se din aur raat vaqt se kal aur aaj
vaqt ki har shai gulaam vaqt kaa har shai pe raaj

vaqt ki paaband hai aati jaati raunake
vaqt ki paaband hai aati jaati raunake
vaqt hai phulo ki sej vaqt hai kaanto kaa taaj
vaqt hai kaanto kaa taaj
vaqt se din aur raat vaqt se kal aur aaj
vaqt ki har shai gulaam vaqt kaa har shai pe raaj

aadami ko chaahiye vaqt se dar kar rahe
aadami ko chaahiye vaqt se dar kar rahe
kaun jaane kis ghadi vaqt kaa badale mizaaj
vaqt kaa badale mizaaj
vaqt se din aur raat vaqt se kal aur aaj
vaqt ki har shai gulaam vaqt kaa har shai pe raaj


lyrics of song Vaqt Se Din Aur Raat

Comments for lyrics of song "Vaqt Se Din Aur Raat"
Yoginder Surgicals on Thursday, July 15, 2010
Waqt Se Din Aur Raat Waqt Se Kal Aur Aaj Waqt Ki Har Shai Ghulaam Waqt Ka
Har Shai Pe Raaj Waqt Se Din Aur Raat.. Waqt Ki Paaband Hain Aati-Jaati
Raunke'n Waqt Hai Phoolo'n Ki Sej Waqt Hai Kaanto'n Ka Taaj Waqt Se Din Aur
Raat.. Aadmi Ko Chaahiye Waqt Se Dar Kar Rahe Kaun Jaane Kis Ghadi Waqt Ka
Badle Mijaaz Waqt Se Din Aur Raat..

jibzi786 on Sunday, October 03, 2010
Very emotional video backed up by the brilliance of Rafi sb. Not only does
he sing it wonderfully (as we would expect) but the lyrics and the
important lessons it teaches (about time) is something we must embrace and
learn from.

S Singh on Saturday, January 09, 2010
I have lived through the up and down of life and this film brings it all so
close to home.. We should never take anything in life for granted but be
grateful for what we have and for the time we get it. Wahe Guru

khurshidazmi on Tuesday, October 19, 2010
Yeah.. one of the best songs of Late Mohd Rafi and also my favorite. Gaya waqt phir haath ata nahi... so live every moment of the beautiful life coz who knows... Kal Ho Naa Ho...

buttegowda on Tuesday, September 21, 2010
Long live Sahir, Ravi and Rafi. What a song and lyrics. Thanks for posting this GEM.

View all 36 comments related to song Vaqt Se Din Aur Raat - वक़्त से दिन और रात


Film cast: Sunil Dutt, Sadhana, Raaj Kumar, Madan Puri, Balraj Sahni, Rahman, Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Singer: Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Manna Dey, Mohammed Rafi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Director: Ravi
Film Director: Yash Chopra
Film Producer: B. R. Films
External Links: Waqt at IMDB    Waqt at Wikipedia
Watch Full Movie: Waqt at YouTube    Waqt at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy