Video of "Vo Ban Sanvar Ke Chale Hain Ghar Se" from YouTube
Vo Ban Sanvar Ke Chale Hain Ghar Se Video Thumbnail
Advertisement
Vo Ban Sanvar Ke Chale Hain Ghar Se - वो बन सँवर कर चले हैं घर से
Lyrics of Vo Ban Sanvar Ke Chale Hain Ghar Se - वो बन सँवर कर चले हैं घर से
vo ban sawar kar chale hai ghar se
vo ban sawar kar chale hai ghar se
hai khoye khoye se bekhabar se
dupatta dhalka huya hai sar se
khuda bachaye buri nazar se
khuda bachaye buri nazar se
vo ban sawar kar chale hai ghar se

kabhi javani ki bekhudi me
jo ghar se bahar kadam nikalo
sunahre galo pe meri mano
tum ek kala sa til saja lo
badan ka sona chura le sara
koyi nazar uth ke kab kidhar se
khuda bachaye buri nazar se
khuda bachaye buri nazar se

ye shahar patthar ka shahar thahara
kaha milegi yaha mohabbat
ye shishe jaisa badan tumhara
meri dua hai rahe salamat
tumhare sapno ki nanhi kaliya
bachi rahe dhup ke asar se
khuda bachaye buri nazar se
khuda bachaye buri nazar se

vo ban sawar kar chale hai ghar se
hai khoye khoye se bekhabar se
dupatta dhalka huya hai sar se
khuda bachaye buri nazar se
khuda bachaye buri nazar se
lyrics of song Vo Ban Sanvar Ke Chale Hain Ghar Se
Poetic Translation - Lyrics of Vo Ban Sanvar Ke Chale Hain Ghar Se - वो बन सँवर कर चले हैं घर से
They emerge, adorned, from their dwelling,
Lost, adrift, unaware of the swelling,
Their veil, it slips from their head, compelling,
May God protect from the gaze dispelling,
May God protect from the gaze dispelling,
They emerge, adorned, from their dwelling.

In youth's oblivion, you venture forth,
When from your home you take your path,
Upon your cheeks, of golden worth,
Adorn a beauty mark, in aftermath,
For eyes may steal the sunlit grace,
From any corner, any berth,
May God protect from the gaze dispelling,
May God protect from the gaze dispelling.

This city, a city of stone it seems,
Where love is found, in fragmented gleams,
Your body, a mirror, reflects sunbeams,
My prayer, that it thrives, in waking dreams,
May your dreams, small buds that gleam,
Survive the sun's harsh extremes,
May God protect from the gaze dispelling,
May God protect from the gaze dispelling.

They emerge, adorned, from their dwelling,
Lost, adrift, unaware of the swelling,
Their veil, it slips from their head, compelling,
May God protect from the gaze dispelling,
May God protect from the gaze dispelling.

Muskaan (Pankaj Udhas) (2002) - Movie Details
SingerPankaj Udhas
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement