Video of "Vo Chaand Jaisi Ladaki Is Dil Pe Chhaa Rahi Hai" from YouTube
Vo Chaand Jaisi Ladaki Is Dil Pe Chhaa Rahi Hai Video Thumbnail
Advertisement
Vo Chaand Jaisi Ladaki Is Dil Pe Chhaa Rahi Hai - वो चांद जैसी लड़की इस दिल पे छा रही है
Lyrics of Vo Chaand Jaisi Ladaki Is Dil Pe Chhaa Rahi Hai - वो चांद जैसी लड़की इस दिल पे छा रही है
vo chaand jaisi ladaki is dil pe chhaa rahi hai
vo chaand jaisi ladaki is dil pe chhaa rahi hai
aankho ke raaste se is dil me aa rahi hai
vo chaand vo chaand
vo chaand jaisi ladaki is dil pe chhaa rahi hai

alhad si bholi bhaali maasum ye sharaarat
badali nahi hai ab tak bachpan ki uski aadat
tadapa rahi hai yaade
ho jaau naa naa ho jaau ho jaau naa mai paagal
aa jaaye saamane vo ye jaan jaa rahi hai
vo vo vo chaand jaisi ladaki is dil pe chhaa rahi hai

mera chaand baadalo me kyun jaa ke kho gaya hai
ab dur is kadar vo kyun mujh se ho gaya hai
kyun ji raha hu tanha ye yaad bhi nahi hai
bas itana yaad hai ki vo yaad aa rahi hai
vo chaand vo chaand
vo chaand jaisi ladaki is dil pe chhaa rahi hai
aankho ke raaste se is dil me aa rahi hai
vo chaand vo chaand jaisi
lyrics of song Vo Chaand Jaisi Ladaki Is Dil Pe Chhaa Rahi Hai
Poetic Translation - Lyrics of Vo Chaand Jaisi Ladaki Is Dil Pe Chhaa Rahi Hai - वो चांद जैसी लड़की इस दिल पे छा रही है
She, a moon in form, upon my heart descends,
She, a moon in form, on this heart now transcends,
Through the paths of eyes, her essence makes its way,
She, a moon, a moon, in my soul to stay.

Innocence and mirth, a playful, gentle grace,
Childhood's ways remain, untouched by time and space,
Memories torment, a longing deep inside,
Will I go mad? Or lose my very stride?
If she appears before me, her presence I'll embrace,
She, a moon in form, on my heart finds its place.

My moon, within the clouds, why does she hide?
Why distant now, from me, does she reside?
Why I live alone, this I cannot recall,
But this much I know: her memory enthralls,
She, a moon, a moon, in my soul to stay,
Through the paths of eyes, her presence makes its way,
She, a moon, a moon.

Devdas (2002) - Movie Details
Film CastShahrukh Khan, Madhuri Dixit, Aishwarya Rai, Jackie Shroff, Smita Jaykar, Manoj Joshi, Ananya Khare, Milind Gunaji, Dina Pathak, Vijayendra Ghatge, Kirron Kher, Tiku Talsania, Ava Mukherji, Jaya Bhattacharya, Sunil Rege, Vijay Crishna, Amardeep Jha, Apara Mehta, Muni Jha, Radhika Singh SingerJaspinder Narula, K K, Madhuri Dixit, Rashmi Sharma, Shreya Ghoshal, Udit Narayan, Vinod Rathod LyricistNusrat Badr, Sameer Music ByIsmail Darbar, Monty Sharma DirectorSanjay Leela Bhansali ProducerBharat Shah External LinksDevdas at IMDB      Devdas at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement