Video of "Vo Paas Aa Rahe Hain, Hum Dur Jaa Rahe Hain" from YouTube
Vo Paas Aa Rahe Hain, Hum Dur Jaa Rahe Hain Video Thumbnail
Advertisement
Vo Paas Aa Rahe Hain, Hum Dur Jaa Rahe Hain - वो पास आ रहे हैं, हम दूर जा रहे हैं
Lyrics of Vo Paas Aa Rahe Hain, Hum Dur Jaa Rahe Hain - वो पास आ रहे हैं, हम दूर जा रहे हैं
wo paas aa rahe hai, ham dur ja rahe hai
apni khushi se apni dunia luta rahe hai
apni khushi se apni dunia luta rahe hai

aankhe bhi ro rahi hai, dil bhi tadap raha hai
dil bhi tadap raha hai
aur wo samajh rahe hai ham muskura rahe hai
apni khushi se apni duniya luta rahe hai
apni khushi se apni duniya luta rahe hai

bedard hai zamana, majbur hai muhabbat
majbur hai muhabbat
manzil pe aake wapas manzil se ja rahe hai
apni khushi se apni duniya luta rahe hai
apni khushi se apni duniya luta rahe hai

o dur jane wale
o dur jane wale, tujh ko khabar nahi hai
o dur jane wale, tujh ko khabar nahi hai
ham ruth kar khushi se gham ko mana rahe hai
apni khushi se apni duniya luta rahe hai
apni khushi se apni duniya luta rahe hai

lyrics of song Vo Paas Aa Rahe Hain, Hum Dur Jaa Rahe Hain
Poetic Translation - Lyrics of Vo Paas Aa Rahe Hain, Hum Dur Jaa Rahe Hain - वो पास आ रहे हैं, हम दूर जा रहे हैं
They draw near, while we recede,
Sacrificing worlds for our own pleasure, indeed.
Sacrificing worlds for our own pleasure, indeed.

Tears stream down, the heart still aches,
the heart still aches.
And they believe we're smiling, for goodness' sakes.
Sacrificing worlds for our own pleasure, indeed.
Sacrificing worlds for our own pleasure, indeed.

The world is cruel, love is bound,
love is bound.
Close to the goal, we are now unbound.
Sacrificing worlds for our own pleasure, indeed.
Sacrificing worlds for our own pleasure, indeed.

Oh, you who depart,
Oh, you who depart, you do not know,
Oh, you who depart, you do not know,
That we embrace sorrow, banishing joy's glow.
Sacrificing worlds for our own pleasure, indeed.
Sacrificing worlds for our own pleasure, indeed.

Samadhi (1950) - Movie Details
Film CastAshok Kumar, Nalini Jaywant, Shyam, Kuldip Kaur, Harjeet Kumar, Sandhya, Shashi Kapoor, Mubarak SingerLata Mangeshkar, Amirbai Karnataki, Chitalkar, Shamshad Begum LyricistRajendra Krishan Music ByC Ramchandra DirectorRamesh Saigal External LinksSamadhi at IMDB      Samadhi at Wikipedia Movie at YTSamadhi at YT    Samadhi at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement