Video of "Wallah Re Wallah (Remix)" from YouTube
Wallah Re Wallah (Remix) Video Thumbnail
Advertisement
Wallah Re Wallah (Remix) - सर्द चिलमन के पिछे शमा महफूज़ रहती है
Lyrics of Wallah Re Wallah (Remix) - सर्द चिलमन के पिछे शमा महफूज़ रहती है
sard chilman ke pichhe shama mehfooz rehti hai
kya baat hai, kya baat hai
jal jaaye parvana, jal ke raakh ho jaaye
to hi use mehboob kehti hai

wallah re wallah wallah
wallah re wallah wallah
wallah re wallah wallah
wallah re wallah wallah
eid ke naam pe hum chaand de gaye
ishq ke naam me badnaam ho gaye
jab kuchh aur na neelaam ho saka
toh muft me hi hum jaan de gaye
wallah re wallah wallah
wallah re wallah wallah
noor-e-husn ka deedaar hua
wallah re wallah wallah
wallah re wallah wallah
eid ka chaand yaar mera baar baar hua
wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
dil-e-azeez pe is mureed ka itna sa farz hai
adaab arz hai, adaab arz hai
adaab arz hai, adaab arz hai
adaab arz hai, adaab arz hai
adaab arz hai, adaab arz hai

yaar ki yaad me benoor ho gaye
khud se khafa khuda se door ho gaye
jab naam uska mehfil me utha
yaar ke saath hum mashahoor ho gaye
yaar ke saath hai khushmesaaj aalam
dil hai kurbaan hai gulistaan aalam
yaar ke saath hai khushmesaaj aalam
dil hai kurbaan hai gulistaan aalam
laga nishab ko nadka aaj mile, aaj mile, aaj mile
wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
main to yaar pe kurbaan hua
wallah re wallah wallah
wallah re wallah wallah
muddato baad yaar dil zaar zaar hua
wallah re wallah wallah
wallah re wallah wallah
dil-e-azeez pe, is mureed ka itna sa farz hai
adaab arz hai, adaab arz hai
adaab arz hai, adaab arz hai
adaab arz hai, adaab arz hai
adaab arz hai, adaab arz hai

aankhe khanjar meri jaan le gayi, jaan le gayi
nakhte jigar pe dekho paar ho gayi, paar ho gayi
aankhe khanjar meri jaan le gayi, jaan le gayi
nakhte jigar pe dekho paar ho gayi, paar ho gayi
dil yaar me, dildaar me hu ishq ka izhaar main
larkeeb ko jo kaat de woh aadmi talwar me
woh aadmi talwar me, woh aadmi talwar me
woh aadmi talwar me
wallah re wallah wallah
wallah re wallah wallah
noor-e-husn ka deedaar hua
wallah re wallah wallah
wallah re wallah wallah
eid ka chaand yaar mera baar baar hua
wallah re wallah wallah
wallah re wallah wallah
dil-e-azeez pe, is mureed ka itna sa farz hai
adaab arz hai, adaab arz hai
adaab arz hai, adaab arz hai
adaab arz hai, adaab arz hai
adaab arz hai, adaab arz hai

wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Poetic Translation - Lyrics of Wallah Re Wallah (Remix) - सर्द चिलमन के पिछे शमा महफूज़ रहती है
Behind the veil of ice, the flame finds its keep,
What marvel, what wonder, to behold.
The moth consumed, reduced to ash and sleep,
Only then, beloved, its story told.

Wallah, oh Wallah, Wallah!
Wallah, oh Wallah, Wallah!
The light of beauty, a vision so bright,
Wallah, oh Wallah, Wallah, oh Wallah!
My friend, the moon of Eid, appears in sight,
Wallah, oh Wallah, Wallah!
Wallah, oh Wallah, Wallah!
For Eid's sake, we offered the moon,
In love's name, we became condemned,
When nothing more could be auctioned,
We gave our souls, unreserved, un-hemmed.
Wallah, oh Wallah, Wallah!
Wallah, oh Wallah, Wallah!
The light of beauty, a vision so bright,
Wallah, oh Wallah, Wallah, oh Wallah!
My friend, the moon of Eid, appears in sight,
Wallah, oh Wallah, Wallah!
Wallah, oh Wallah, Wallah!
Upon this beloved heart, this disciple's plea,
My humble greetings, I offer to thee,
My humble greetings, I offer to thee,
My humble greetings, I offer to thee,
My humble greetings, I offer to thee.

Wallah, oh Wallah, Wallah!
Wallah, oh Wallah, Wallah!
The light of beauty, a vision so bright,
Wallah, oh Wallah, Wallah, oh Wallah!
My friend, the moon of Eid, appears in sight,
Wallah, oh Wallah, Wallah!
Wallah, oh Wallah, Wallah!

In memory of the Beloved, dimmed we became, oh ho,
Frustrated with ourselves, distant from God, oh ho.
When his name arose in the gathering,
With the Beloved, we became renowned,
The Beloved graces the joyful world,
The heart is sacrificed, the world a garden,
The Beloved graces the joyful world,
The heart is sacrificed, the world a garden,
The mark of the offering is struck today, received, received, received,
Wallah, oh Wallah, Wallah!
Wallah, oh Wallah, Wallah!
I am sacrificed on the altar of the Beloved,
Wallah, oh Wallah, Wallah, oh Wallah!
After ages, the Beloved made my heart weep,
Wallah, oh Wallah, Wallah!
Wallah, oh Wallah, Wallah!
Upon this beloved heart, this disciple's plea,
My humble greetings, I offer to thee,
My humble greetings, I offer to thee,
My humble greetings, I offer to thee,
My humble greetings, I offer to thee.

Eyes, a dagger, stole my soul, my soul,
Pierced my liver, now made whole, made whole,
Eyes, a dagger, stole my soul, my soul,
Pierced my liver, now made whole, made whole,
My heart in the Beloved, in the Beloved, I declare love,
The one that cuts through the veins, the man, the sword I’m made of,
The man, the sword I’m made of, the man, the sword I’m made of.
Wallah, oh Wallah, Wallah!
Wallah, oh Wallah, Wallah!
The light of beauty, a vision so bright,
Wallah, oh Wallah, Wallah, oh Wallah!
My friend, the moon of Eid, appears in sight,
Wallah, oh Wallah, Wallah!
Wallah, oh Wallah, Wallah!
Upon this beloved heart, this disciple's plea,
My humble greetings, I offer to thee,
My humble greetings, I offer to thee,
My humble greetings, I offer to thee,
My humble greetings, I offer to thee.
Wallah, oh Wallah, Wallah, oh Wallah, Wallah
Wallah, oh Wallah, Wallah, oh Wallah, Wallah

Tees Maar Khan (2010) - Movie Details
Film CastAkshay Kumar, Akshaye Khanna, Katrina Kaif, Anil Kapoor, Salman Khan, Diva, Anya, Czar, Sanjay Dutt, Raghu Ram, Rajiv Laxman, Arya Babbar, Sachin Khedekar, Vijay Patkar, Murli Sharma, Ali Asgar, Vijay Maurya, Aman Verma SingerSonu Nigam, Vishal Dadlani, Sunidhi Chauhan, Shekhar Ravjiani, Kamaal Khan, Raja Hasan, Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh, Prajakta Shukre, Abhijeet Sawant, Debojit Saha, Harshit Saxena LyricistShirish Kunder, Vishal Dadlani, Anvita Dutt Guptan Music ByShirish Kunder, Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani DirectorFarah Khan ProducerShirish Kunder, Ronnie Screwvala, Twinkle Khanna External LinksTees Maar Khan at IMDB      Tees Maar Khan at Wikipedia Movie at YTTees Maar Khan at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement