Video of "Waqtey Fursat (Female)" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.
We will add as soon as the video of the song is available.

Advertisement
Waqtey Fursat (Female) - वादे मुद्दत की मुकम्मल ये आरज़ू होगी
SingerAnamika Chowdhary
Music byBiswajit Bhattacharjee
LyricistKrishna Bhardwaj
CategoryGhazals
MovieMy Father Iqbal (2016)
Lyrics of Waqtey Fursat (Female) - वादे मुद्दत की मुकम्मल ये आरज़ू होगी
waade muddat ki mukammal ye aarzu hogi
waade muddat ki mukammal ye aarzu hogi
gulo ke saaye honge aur zindagi rubaru hogi

aalam-e-wasl me khamosh honge, lab shikayati

aankho aankho me saari ishq ki guftagu hogi

ata ki zindagi toh jeene ke lamhe bhi deta

milungi jab bhi main, rab se shikayat hubahu hogi

bhale taa-umr khud se ajnabi si main rahi hu

magar mujhko yakeen hai, charcha meri khud-ba-khud hogi

My Father Iqbal (2016) - Movie Details
Film CastNarendra Jha, Komal Thakker, Paresh Mehta, Raj Sharma, Amit Lakhani, Sagar Nath Jha, Sudam Aftab Khan
SingerAsa Singh, Shahid Mallya, Divya Kumar, Aman Trikha, Anamika Chowdhary, Uvie
LyricistSuzad Iqbal Khan, Abhinash Singh Chib, Krishna Bhardwaj
Music ByVarun Agarwal, Biswajit Bhattacharjee
DirectorSuzad Iqbal Khan
ProducerParesh Mehta
External LinksMy Father Iqbal at IMDB My Father Iqbal at Wikipedia
Movie at YTMy Father Iqbal at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films