Video of "Wo Aayenge Gagan Ki Neeli" from YouTube
Wo Aayenge Gagan Ki Neeli Video Thumbnail
Advertisement
Wo Aayenge Gagan Ki Neeli - वो आयेंगे गगन की नीली
Lyrics of Wo Aayenge Gagan Ki Neeli - वो आयेंगे गगन की नीली
wo aayenge wo aayenge
wo aayenge suna hain aaj ayenge
gagan ki neeli neeli
odhni ko sar pe odh ke
jhuka ke sar kisi se
ham kahenge haath jod ke
gagan ki neeli neeli
odhni ko sar pe odh ke
jhuka ke sar kisi se
ham kahenge haath jod ke
ki aap hamko chhod ke
hamare dil ko tod ke
kahi to fir na jayenge
kahi to fir na jayenge

sitare dagmaga gaye
jameen ka chand dekhakar
sitare dagmaga gaye
jameen ka chand dekhakar
tadap ke sare rah gye
mili nazar se jab nazar
jab aasma pe rahne wale
taro ka ye haal hain
to apni kya majal hain
ki dil ki baat kah sake
ki dil ki baat kah sake
nazar ek teer sah sake
wo teer aise teer hain
ki dil ko cheer jayenge
ki dil ko cheer jayenge

wo aayenge wo aayenge
wo aayenge suna hain aaj ayenge
gagan ki neeli neeli
odhni ko sar pe odh ke
jhuka ke sar kisi se
ham kahenge haath jod ke
ki aap hamko chhod ke
hamare dil ko tod ke
kahi to fir na jayenge
kahi to fir na jayenge
lyrics of song Wo Aayenge Gagan Ki Neeli
Poetic Translation - Lyrics of Wo Aayenge Gagan Ki Neeli - वो आयेंगे गगन की नीली
They will come, they will come,
They will come, I hear, today they'll come.
The sky's blue, blue shawl,
Draped upon their head,
Bowing low before someone,
We'll say, hands clasped in prayer,
The sky's blue, blue shawl,
Draped upon their head,
Bowing low before someone,
We'll say, hands clasped in prayer,
"That you, abandoning us,
Shattering our hearts,
Will not, ever again, depart,
Will not, ever again, depart."

The stars faltered and swayed,
Beholding the moon on earth.
The stars faltered and swayed,
Beholding the moon on earth.
They were left aching, consumed,
When eyes met eyes.
When the denizens of the heavens,
The stars, are in such a state,
What hope have we,
To speak the heart's true words,
To bear the arrows of their gaze?
Those arrows are such,
They will pierce the heart,
They will pierce the heart.

They will come, they will come,
They will come, I hear, today they'll come.
The sky's blue, blue shawl,
Draped upon their head,
Bowing low before someone,
We'll say, hands clasped in prayer,
"That you, abandoning us,
Shattering our hearts,
Will not, ever again, depart,
Will not, ever again, depart."

Khel (1950) - Movie Details
Film CastDev Anand, Nargis Dutt, Murad, Neelam, Nigar Sultana, Anwar, Hafiz Jehan SingerLata Mangeshkar, Geeta Dutt, G M Durrani, Shamshad Begum LyricistJan Nisar Akhtar, Khawar Zaman, Sagar Nizami, Shams Azimabadi, Arzoo Lakhnavi, Behzad Lakhnavi, Zia Sarhadi Music BySajjad DirectorS M Nawab External LinksKhel at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement