Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Aaina
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Wo Jo Auron Ki Khatir Jiye Mar Mite Sochti Hu Unhe Kya Mila
4.13 - 23 votes
Rajesh Khanna, Mumtaz
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Wo Jo Auron Ki Khatir Jiye Mar Mite Sochti Hu Unhe Kya Mila - वो जो औरों कि खातिर जिये मर मिटे सोचती हूँ उन्हें क्या मिला

wo jo auro ki khatir jiye mar mite
sochti hoon unhe kya mila
wo jo auro ki khatir jiye mar mite
sochti hoon unhe kya mila kya mila kya mila

jaise badal barasta hua pyas jag ki bhujata hai
jaise badal barasta hua pyas jag ki bhujata hai
jaise chandan sabhi ke liye apni kushboo lutata hai
jaise chandan sabhi ke liye apni kushboo lutata hai
yuhi tum apna jeevan lutati rahi par tumhe pyar kiska mila
wo jo auro ki khatir jiye mar mite
sochti hoon unhe kya mila

khwab dekhe hamare liye ek pal bhi agar so gayi
khwab dekhe hamare liye ek pal bhi agar so gayi
tum ho ma sare pariwar ki sabki fikar me tum kho gayi
tum ho ma sare pariwar ki sabki fikar me tum kho gayi
tum na biyahi na hatho me mehndi rachi aur na mathe ko tika mila
wo jo auro ki khatir jiye mar mite
sochti hoon unhe kya mila

ek aurat ho meri tarha par fir bhi lagti ho devi mujhe
ek aurat ho meri tarha par fir bhi lagti ho devi mujhe
apna sab kuch mitaya magar ik nayi zindagi di mujhe
apna sab kuch mitaya magar ik nayi zindagi di mujhe
har andhere me jalti pighalti rahi dil tumhe deep jaisa diya
wo jo auro ki khatir jiye mar mite
sochti hoon unhe kya mila kya mila kya mila


lyrics of song Wo Jo Auron Ki Khatir Jiye Mar Mite Sochti Hu Unhe Kya Mila

Comments for lyrics of song "Wo Jo Auron Ki Khatir Jiye Mar Mite Sochti Hu Unhe Kya Mila"
TheDeepakp on Saturday, September 27, 2014
Film cast: Rajesh Khanna, Mumtaz, Nirupa Roy, A K Hangal, Jagdeep, Lalita
Pawar, Manmohan Krishan, Suresh Chatwal, Madan Puri, Jankidas, Brahmachari,
Polsan, Prem Kumar, Dharmendra, Kamal Haasan, Adil Aman, Reeta Bhaduri,
Jaya Sudha, Yasmin, Seema, Kalpana, Ratan Chopra, Jagdeesh Raj, Madhukar,
Suraj, Paresh Kumar, Neetu Singh
Singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, Vani Jairam, Asha Bhosle
Lyricist: Jan Nissar Akhtar
Music Director: Naushad Ali
Film Director: K Balachander
Film Producer: N Selvaraj, J Duraiswamy

parvez khan on Tuesday, August 10, 2010
yes dude its true--------- now this story repeat again in movoe--laga chunri mein daag--
i love all songs of this movie
naushad sahab ka jawab nahin

parvez khan on Friday, June 29, 2012
thanks-its very touchy song---

dptbhasin02 on Tuesday, June 18, 2013
Nice song.



Film cast: Rajesh Khanna, Mumtaz, Nirupa Roy, A K Hangal, Jagdeep, Lalita Pawar, Manmohan Krishan, Suresh Chatwal, Madan Puri, Jankidas, Brahmachari, Polsan, Prem Kumar, Dharmendra, Kamal Haasan, Adil Aman, Reeta Bhaduri, Jaya Sudha, Yasmin, Seema, Kalpana, Ratan Chopra, Jagdeesh Raj, Madhukar, Suraj, Paresh Kumar, Neetu Singh
Singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, Vani Jairam, Asha Bhosle
Lyricist: Jan Nissar Akhtar
Music Director: Naushad Ali
Film Director: K Balachander
Film Producer: N Selvaraj, J Duraiswamy
External Links: Aaina at IMDB    Aaina at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy