Video of "Wo Kaun Thi" from YouTube
Wo Kaun Thi Video Thumbnail
Advertisement
Wo Kaun Thi - आज पहली बार आई मेरे घर में वो
Lyrics of Wo Kaun Thi - आज पहली बार आई मेरे घर में वो
aaj pehali baar aayi mere ghar mein wo
le gayi hain dil chura ke ik nazar mein wo
aaj pehali baar aayi mere ghar mein wo
le gayi hain dil chura ke ik nazar mein wo
wo kaun thi, wo kaun hain
wo kaun thi, wo kaun hain

pyaar se usne dekha mujhko
mere hosh udaaye
dheemi dheemi khusbu mehke
jab jab yaad wo aaye
pyaar se usne dekha mujhko
mere hosh udaaye
dheemi dheemi khusbu mehke
jab jab yaad wo aaye
khusboo jaise phool mein bas le
is tarah se bas gayi meri nazar mein wo
le gayi hain dil chura ke ik nazar mein wo
wo kaun thi, wo kaun hain
wo kaun thi, wo kaun hain

aankh milake dheere dheere
mujhse aankh churana
mere dil ko behkaata hain
uska wo sharmana
aankh milake dheere dheere
mujhse aankh churana
mere dil ko behkaata hain
uska wo sharmana
mujhse ye na puchho yaaro
kis adaa se aaye hain meri nazar mein wo
le gayi hain dil chura ke ik nazar mein wo
wo kaun thi, wo kaun hain
wo kaun thi, wo kaun hain

pyaar kisi se na karna tha
phir bhi pyaar kiya hain
teer nazar ka pehel pehel ye
dil ke paar huaa hain
pyaar kisi se na karna tha
phir bhi pyaar kiya hain
teer nazar ka pehel pehel ye
dil ke paar huaa hain
dil kahta hai mujhe mil jaye
zindagi ke sune sune is safar me wo
le gayi hain dil chura ke ik nazar mein wo
wo kaun thi, wo kaun hain
wo kaun thi, wo kaun hain
wo kaun thi, wo kaun hain
wo kaun thi, wo kaun hain
lyrics of song Wo Kaun Thi
Poetic Translation - Lyrics of Wo Kaun Thi - आज पहली बार आई मेरे घर में वो
She came to my home, a first time,
And stole my heart with a single glance.
She came to my home, a first time,
And stole my heart with a single glance.
Who was she, who is she?
Who was she, who is she?

With love she looked upon me,
And stole away my senses.
A soft fragrance, it lingers,
Whenever her memory rises.
With love she looked upon me,
And stole away my senses.
A soft fragrance, it lingers,
Whenever her memory rises.
Like fragrance in a flower resides,
That's how she lives within my sight.
And stole my heart with a single glance.
Who was she, who is she?
Who was she, who is she?

Meeting my eyes, then slowly,
She steals her gaze away.
My heart it trembles wildly,
At her shy display.
Meeting my eyes, then slowly,
She steals her gaze away.
My heart it trembles wildly,
At her shy display.
Don't ask me, friends,
By what grace she entered my sight.
And stole my heart with a single glance.
Who was she, who is she?
Who was she, who is she?

I vowed never to love another,
Yet, love I now have known.
The arrow of her gaze, the first of all,
Has pierced my heart and flown.
I vowed never to love another,
Yet, love I now have known.
The arrow of her gaze, the first of all,
Has pierced my heart and flown.
My heart it calls, may she just meet,
Upon this lonely journey of life.
And stole my heart with a single glance.
Who was she, who is she?
Who was she, who is she?
Who was she, who is she?
Who was she, who is she?

Jab Dil Karta Hai Peete Hain (2002) - Movie Details
SingerChandan Dass LyricistFaaiz Anwar Music ByJaidev
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement