Video of "Woh Dil Hi Nahi Jo Aankho Se Ban Banke Aansu Beh Jaaye" from YouTube
Woh Dil Hi Nahi Jo Aankho Se Ban Banke Aansu Beh Jaaye Video Thumbnail
Advertisement
Woh Dil Hi Nahi Jo Aankho Se Ban Banke Aansu Beh Jaaye - वो दिल ही नहीं जो आँखों से बन बनके आंसू बह जाये
Lyrics of Woh Dil Hi Nahi Jo Aankho Se Ban Banke Aansu Beh Jaaye - वो दिल ही नहीं जो आँखों से बन बनके आंसू बह जाये
wo dil hi nahi jo aankho se
ban banke aasu bah jaye
wo dil hi nahi jo aankho se
ban banke aasu bah jaye
wo ishk nahi wo husn nahi
wo ishk nahi wo husn nahi
jo apni kahani kah jaye
wo dil hi nahi jo aankho se
ban banke aasu bah jaye
wo dil hi nahi jo aankho se

ham unka kinara bante hai
jo hamse kinara karte hai
hum unko pukara karte hai
jo hamse kinara karte hai
wo kashti hai ya tinka hai
jo lag ke kinare bah jaye
wo dil hi nahi jo aankho se
ban banke aasu bah jaye
wo dil hi nahi jo aankho se

jab ulfat hogi afsana
likhegi jawani ro ro kar
sun legi diwani ro ro kar
likhegi jawani ro ro kar
us jakham ko kyu na pyar kare
jo teer kisi ka sah jaye
wo dil hi nahi jo aankho se
ban banke aasu bah jaye
wo dil hi nahi jo aankho se

badal garje bijli chamke
bundo se sitaro me aag lage
phul se baharo me aag lage
bundo se sitaro me aag lage
jab diwana dil ki biti
mahfil me aake kah jaye
wo dil hi nahi jo aankho se
ban banke aasu bah jaye
wo dil hi nahi jo aankho se

un armano ko kya kahiye
jo pure hue or mit bhi gaye
hum ghar me rahe or lut bhi gaye
jo pure hue or mit bhi gaye
wo tuti tamanna achi hai
jo dil ki dil me rah jaye
wo dil hi nahi jo aankho se
ban banke aasu bah jaye
wo ishk nahi wo husn nahi
jo apni kahani kah jaye
wo dil hi nahi jo aankho se
ban banke aasu bah jaye
wo dil hi nahi jo aankho se
lyrics of song Woh Dil Hi Nahi Jo Aankho Se Ban Banke Aansu Beh Jaaye
Poetic Translation - Lyrics of Woh Dil Hi Nahi Jo Aankho Se Ban Banke Aansu Beh Jaaye - वो दिल ही नहीं जो आँखों से बन बनके आंसू बह जाये
That is no heart, that weeps from eyes,
a flood of tears, a mournful guise.
That is no love, no beauty bright,
that speaks its tale to fading light.
That is no heart, that weeps from eyes.

We befriend those who turn away,
embrace the ones who cannot stay.
Is it a raft, or fragile reed,
that drifts and breaks, a wounded creed?
That is no heart, that weeps from eyes.

When love's a tale, a tragic art,
youth writes it down with breaking heart.
The maddened soul will hear it weep,
why not embrace the wounds that seep?
That is no heart, that weeps from eyes.

The clouds will roar, the lightning flash,
from raindrops, stars ignite and crash.
From flowers, spring's embrace will burn,
when love's lost secrets will return.
That is no heart, that weeps from eyes.

What shall we say of hopes fulfilled,
that vanish now, their promise killed?
We stayed within, yet lost our all,
a broken wish, before the fall.
That silent ache, a hidden art,
remains within the wounded heart.
That is no heart, that weeps from eyes.
That is no love, no beauty bright,
that speaks its tale to fading light.
That is no heart, that weeps from eyes.

Paanchwin Manzil (1982) - Movie Details
Film CastRaj Babbar, Kamlesh, Shoma Anand, Zarina Wahab, Madan Puri SingerMahendra Kapoor, Usha Khanna, Hariharan, Sharon Prabhakar, Sulakshana Pandit, Annette Pinto LyricistMadhur Music ByUsha Khanna DirectorJagdish Sidhana ProducerLalita, Rajbans Singh External LinksPaanchwin Manzil at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement