Video of "Woh Hai Zara Khafa Khafa, To Nain Yu Churaye Hain" from YouTube
Woh Hai Zara Khafa Khafa, To Nain Yu Churaye Hain Video Thumbnail
Advertisement
Woh Hai Zara Khafa Khafa, To Nain Yu Churaye Hain - वों है जरा खफा खफा, तो नैन यूँ चुराये है
Lyrics of Woh Hai Zara Khafa Khafa, To Nain Yu Churaye Hain - वों है जरा खफा खफा, तो नैन यूँ चुराये है
wo hai zara khafa khafa
to naian yun churaaye hai
ke ho ho ho ho ho
wo hai zara khafa khafa
to naian yun churaaye hai
ke ho ho ho ho ho

has rahi hain chandani machal ke na ro dun kahi
aise koi ruthta nahi
ye tera khyaal hai karib aa mere hasin
mujhko tujhse kuch gila nahi
baat yun banaaye hai ki o ho
na bol dun to kya karun
wo hans ke yun bulaaye hain
ke ho ho ho ho ho

aise mat sataiye jara taras to khaaiye
dil ki dhadkan mat jagaaiye
kuch nahi kahunga main na ankhiyan jhukaaiye
sar ko kandhe se uthaiye
aise nind aaye hai ki ham
wo hai zara khafa khafa
to naian yun churaaye hai
ke ho ho ho ho ho
wo hai zara khafa khafa
to naian yun churaaye hai
ke ho ho ho ho ho
na bol dun to kya karun
wo hans ke yun bulaaye hain
ke ho ho ho ho ho
lyrics of song Woh Hai Zara Khafa Khafa, To Nain Yu Churaye Hain
Poetic Translation - Lyrics of Woh Hai Zara Khafa Khafa, To Nain Yu Churaye Hain - वों है जरा खफा खफा, तो नैन यूँ चुराये है
A flicker of displeasure, a shade,
And eyes now dart away, afraid.
Ke ho ho ho ho ho,
A flicker of displeasure, a shade,
And eyes now dart away, afraid.
Ke ho ho ho ho ho.

The moon laughs, I might weep instead,
No one truly leaves with such dread.
This thought, a phantom, close, my beautiful one,
No complaints, my love, I've none.
A word so woven, oh, ho!
What to do, if I don't speak now?
She calls to me, with laughter's grace,
Ke ho ho ho ho ho.

Don't torment so, a tender plea,
Have pity, look upon me.
Do not stir the heart's fierce beat,
I’ll say nothing, eyes won’t meet.
Lift your head from my shoulder's keep,
Sleep descends, so deep.
A flicker of displeasure, a shade,
And eyes now dart away, afraid.
Ke ho ho ho ho ho,
A flicker of displeasure, a shade,
And eyes now dart away, afraid.
Ke ho ho ho ho ho.
What to do, if I don't speak now?
She calls to me, with laughter's grace,
Ke ho ho ho ho ho ho.

Shagird (1967) - Movie Details
Film CastJoy Mukherjee, Saira Banu, I S Johar, Sabina, Asit Sen, A K Hangal, Madan Puri, Achla Sachdev SingerJoginder, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi LyricistMajrooh Sultanpuri Music ByLaxmikant Kudalkar, Pyarelal DirectorSameer Ganguly ProducerSubodh Mukherjee External LinksShagird at IMDB      Shagird at Wikipedia Movie at YTShagird at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement