Video of "Wo Khushi Mili Hai Mujhko, Main Khushi Se Mar Na Jau" from YouTube
Advertisement
Wo Khushi Mili Hai Mujhko, Main Khushi Se Mar Na Jau - वो ख़ुशी मिली है मुझको, मैं ख़ुशी से मर ना जाऊँ
SingerMohammed Rafi
Music byShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
ActorJeetendra, Mala Sinha, Raaj Kumar
CategorySad Songs
MovieMere Huzoor (1968)
Lyrics of Wo Khushi Mili Hai Mujhko, Main Khushi Se Mar Na Jau - वो ख़ुशी मिली है मुझको, मैं ख़ुशी से मर ना जाऊँ
jo gujar rahi hai mujhpar use kaise main batau

wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaau

mere dil ki dhadkano ka ye payaam tumko pahunche
main tumhaara hamnashi hu ye salaam tumko pahunche
use bandagi main samajhu jo tumhaare kaam aanu

meri jindagi mein humdam kabhi ghum na tum uthana
kabhi aaye jo andhere mujhe pyaar se bulaana
main chiraag hu wafa ka main andhere jagmagaau

mere dil ki mehfilon mein wo makaam hai tumhara
ke khuda ke baad lab par bas naam hai tumhaara
meri aarju yahi hai main tumhaare geet gaau

Poetic Translation - Lyrics of Wo Khushi Mili Hai Mujhko, Main Khushi Se Mar Na Jau - वो ख़ुशी मिली है मुझको, मैं ख़ुशी से मर ना जाऊँ
How can I speak of what now flows through me,
How can I speak, the river that is I?
Such joy has found me, lest I joyfully die,
Such joy has found me, I might cease to be.
May my heart's pulse, a greeting, reach your soul,
I, your companion, sending this to you.
To serve you, to your needs, is all I'd do,
Such joy has found me, making me whole.
Within my heart's most hallowed gathering,
Your place is held, revered, and ever near.
Your name, upon my lips, I hold so dear,
My sole desire, your praises I will sing.
Such joy has found me, bringing me cheer.
My friend, in life, let sorrow not enfold you,
If shadows fall, call to me tenderly.
I am the lamp of faith, and I shall be,
A light to pierce the dark, to enfold you,
Such joy has found me, setting me free.

Mere Huzoor (1968) - Movie Details
Film CastJeetendra, Mala Sinha, Raaj Kumar, Johnny Walker, Surekha, K N Singh, Zeb Rehman, Manorama, David, Ram Mohan, Laxmi Chhaya, Indira, Noorjehan, Madhumati, Meenakshi, Shefali, Parveen Paul, Majnu, Qamar, Ramlal, Khalid Siddiqui, Prem Prakash, Nazir Kashmiri, Master Shanoo
SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi
LyricistHasrat Jaipuri
Music ByDattaram Wadkar, Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
DirectorVinod Kumar
ProducerKuldeep Sharma, Malik Chand Kochar, Vinod Kumar
External LinksMere Huzoor at IMDB
Movie at YTMere Huzoor at YT Mere Huzoor at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films