Video of "Yaad Aa Raha Hai Tera Pyaar" from YouTube
Yaad Aa Raha Hai Tera Pyaar Video Thumbnail
Advertisement
Yaad Aa Raha Hai Tera Pyaar - याद आ रहा हैं तेरा प्यार
Lyrics of Yaad Aa Raha Hai Tera Pyaar - याद आ रहा हैं तेरा प्यार
yaad aa raha hai tera pyaar
yaad aa raha hai tera pyaar
kaha hum kaha tum, hue tum kaha gum
aa bhi ja aa bhi ja ek baar
yaad aa raha hai tera pyaar
kaha hum kaha tum, hue tum kaha gum
aa bhi ja aa bhi ja ek baar
yaad aa raha hai tera pyaar

aye dil main wahi tu wahi
wahi hain yeh duniya ke mele
bichde woh din jaane kaha
roothe sab yaha jaane kaha
reh gaye hum toh akele
awaaz de kisko yaha
yaad aa raha hai tera pyaar

vaada vaada raha saathi mere
tere liye gaata chala jau
tum mera dil, tum meri jaan
jeena jeena mere jeena yehi
tere liye zindagi lutau
tu jo nahi kya hai yaha

yaad aa raha hai tera pyaar
kaha hum kaha tum, hue tum kaha gum
aa bhi ja aa bhi ja ek baar
yaad aa raha hai tera pyaar
lyrics of song Yaad Aa Raha Hai Tera Pyaar
Poetic Translation - Lyrics of Yaad Aa Raha Hai Tera Pyaar - याद आ रहा हैं तेरा प्यार
Your love, a haunting echo,
Your love, a lingering plea.
Where are we, and where are you, lost in shadows?
Return, oh return, just once, to me.
Your love, a haunting echo.

My heart still beats, and you are there,
The world still whirls in the same bazaar.
Those days departed, vanished where?
All have turned away, vanished afar.
Alone I stand, where shall I call?
Your love, a haunting echo.

A promise made, my friend, my guide,
For you, my song will never cease.
You are my heart, my very life,
To live, to live, is but to thrive,
For you, my life I would release.
If you are gone, what meaning here?

Your love, a haunting echo,
Where are we, and where are you, lost in shadows?
Return, oh return, just once, to me.
Your love, a haunting echo.

Golmaal 3 (2010) - Movie Details
Film CastMithun Chakraborty, Ajay Devgn, Kareena Kapoor, Arshad Warsi, Tusshar Kapoor, Shreyas Talpade, Kunal Khemu, Ratna Pathak, Johny Lever, Sanjay Mishra, Vrajesh Hirjee, Ashwini Kalsekar, Murli Sharma, Mukesh Tiwari, Vijay Patkar, Prem Chopra, Viju Khote, Jennifer Mayani, Parag Desai SingerK K, Anushka Manchanda, Monali, Shaan, Neeraj Shridhar, Antara Mitra, Sunidhi Chauhan, Bappi Lahiri, Sudesh Bhosle LyricistKumaar Music ByPritam Chakraborty DirectorRohit Shetty ProducerDhillin Mehta External LinksGolmaal 3 at IMDB      Golmaal 3 at Wikipedia Movie at YTGolmaal 3 at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement