|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Yaha Jindagee, Ek Alag Jindagee Hai - यहाँ ज़िंदगी, एक अलग जिन्दगी हैyaha jindagi, ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
yaha jindagi, ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
iraade yaha par samandar se gehare
iraade yaha par samandar se gehare
naa koyi fikar, naa kahi koyi pehare
yaha jindagi, ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
iraade yaha par samandar se gehare
iraade yaha par samandar se gehare
naa koyi fikar, naa kahi koyi pehare
yaha jindagi, ek alag jindagi hai
ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
yaha har jagah mauj hai, mastiya hai, mastiyan
yaha par jamaane ki sab hastiya hai
yaha har jagah mauj hai, mastiya hai
yaha par jamaane ki sab hastiya hai
yaha dil naye rup me hai machalate
yaha dil naye rup me hai machalate
yaha chaand suraj naa ek pal ko dhalate
yaha jindagi, ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
yaha sab ke jalawo ke ranginiya hai
yaha sab ke andaaj me khubiya hai
yaha sab ke jalawo ke ranginiya hai
yaha sab ke andaaj me khubiya hai
yaha log bas aaj ki baat karte
yaha log bas aaj ki baat karte
nahi murde pichhe bas par aage ko chalate
yaha jindagi, ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
yaha jindagi, yaha jindagi
ek alag jindagi hai, alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
irade yaha par samandar se gehare
irade yaha par samandar se gehare
naa koyi fikar, naa kahi koyi pehare
yaha jindagi, ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
|
Comments for lyrics of song "Yaha Jindagee, Ek Alag Jindagee Hai" |
|
Agilan Meena on Tuesday, January 28, 2014 i love this song
|
Page 3 |
Film cast: | Konkona Sen Sharma, Tara Sharma, Atul Kulkarni, Boman Irani, Sandhya Mridul, Kurush Deboo, Parmita Katkar, Dolly Thakore, Upyendra Limaye, Maya Alagh, Manoj Joshi, Nassar Abdulla, Rehaan Engineer, Suniel Shetty, Mukesh Tyagi, Bikram Saluja, Soni Razdan, Suchitra Pillai, Anju Mahendroo, Kunika, Madan Jain, Suhasini Mulay, Bobby Darling, Dinesh Lamba, Navni Parihar, Jai Kalra | Singer: | Abhijeet, Adnan Sami, Amit Kumar, Asha Bhosle, Blaise, Lata Mangeshkar, Sadhana Sargam, Sagarika, Sapna Awasthi, Shaan, Shabaab Sabri, Suresh Wadkar, Tannishtha Chatterjee | Lyricist: | Ajay Jhingran, Sandeep Nath | Music Director: | Shamir Tandon | Film Director: | Madhur Bhandarkar | Film Producer: | Baldev Pushkarna, Bobby Pushkarna | External Links: | Page 3 at IMDB Page 3 at Wikipedia | Watch Full Movie: | Page 3 at YouTube |
|
|
|