Video of "Ye Anjuman Ye Khushiya Ye Rang Ye Najaare" from YouTube
Ye Anjuman Ye Khushiya Ye Rang Ye Najaare Video Thumbnail
Advertisement
Ye Anjuman Ye Khushiya Ye Rang Ye Najaare - ये अंजुमन ये खुशियाँ ये रंग ये नज़ारे
Lyrics of Ye Anjuman Ye Khushiya Ye Rang Ye Najaare - ये अंजुमन ये खुशियाँ ये रंग ये नज़ारे
ye anjuman ye khushiya ye rang ye najare
ye anjuman ye khushiya ye rang ye najare
ho aapko mubarak lamhe ye pyare pyare
ye anjuman ye khushiya ye rang ye najare
ho aapko mubarak lamhe ye pyare pyare
ye anjuman ye khushiya

mahko banke kali si khusbu bikhero jaha me
mahko banke kali si khusbu bikhero jaha me
har din ho khubsurat har shab ho kahkasha me
taare najar lagaye suraj najar utare
ye anjuman ye khushiya

dil se dil ka ho sauda aanko me jage ujala
dil se dil ka ho sauda aanko me jage ujala
chandi ki baat chhodo chandi ka dil hai kala
tohfa yaha pe koi kabil nahi tumhare
ye anjuman ye khushiya
lyrics of song Ye Anjuman Ye Khushiya Ye Rang Ye Najaare
Poetic Translation - Lyrics of Ye Anjuman Ye Khushiya Ye Rang Ye Najaare - ये अंजुमन ये खुशियाँ ये रंग ये नज़ारे
In halls of light, where joy takes flight,
And colors dance in vibrant sight,
May these sweet moments, blessed and bright,
Embrace your soul with pure delight.
In halls of joy.

Bloom like a bud, perfume the sphere,
Let fragrance linger, far and near,
Each dawn a dream, each night so clear,
Stars watch with love, the sun holds dear,
In halls of joy.

Where hearts entwine, and visions gleam,
In eyes ablaze, a waking dream,
Forget the silver, let love teem,
No gift compares, beyond extreme,
In halls of joy.

Gharibi Hatao (1973) - Movie Details
SingerKishore Kumar, Mohammed Rafi, Sharda, Mahendra Kapoor, Preeti Bala, Birbal LyricistRK Middha, Qamar Jalalabadi, Kafil Azar Music BySharda External LinksGharibi Hatao at IMDB       Movie at YTGharibi Hatao at YT    Gharibi Hatao at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement