Video of "Ye Duniya Kehti Hai Koi Fariyaad Na Kare" from YouTube
Advertisement
Ye Duniya Kehti Hai Koi Fariyaad Na Kare - ये दुनिया कहती है कोई फ़रियाद ना करे
Lyrics of Ye Duniya Kehti Hai Koi Fariyaad Na Kare - ये दुनिया कहती है कोई फ़रियाद ना करे
ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare
kisi ko yaad na kare
kisi ko yaad na kare
ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare
kisi ko yaad na kare
kisi ko yaad na kare
koi sunta nahi apni sunaaye kisko ye dukhde
sunaaye kisko ye dukhde
dikhaaye kisko jaakar is dil-e-barbaad ke tukde
dil-e-barbaad ke tukde
ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare
kisi ko yaad na kare
kisi ko yaad na kare
hai dil me dard lekin hum labo ko see ke baithe hai
labo ko see ke baithe hai
kaleja thaam kar aur aansuo ko pi ke baithe hai
ye ansu pi ke baithe hai
ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare
kisi ko yaad na kare
kisi ko yaad na kare
akeli jaan par itne sitam hum sah nahi sakte
sitam hum sah nahi sakte
magar kuch baat aisi hai ke munh se kah nahi sakte
ke munh se kah nahi sakte

Poetic Translation - Lyrics of Ye Duniya Kehti Hai Koi Fariyaad Na Kare - ये दुनिया कहती है कोई फ़रियाद ना करे
The world implores, let no plea escape,
Forget the memory, let no heart ache.
Forget the memory, let no heart ache.
The world implores, let no plea escape,
Forget the memory, let no heart ache.
Forget the memory, let no heart ache.
No ear to hear the woes we confess,
Whom shall we tell, this sorrow's distress?
Whom shall we show, the ruins of the breast?
The ruins of the breast.
The world implores, let no plea escape,
Forget the memory, let no heart ache.
Forget the memory, let no heart ache.
Aching heart, but lips are sealed and bound,
Bound and sealed we sit, without a sound.
Clutching the soul, the tears we have drowned,
The tears we have drowned.
The world implores, let no plea escape,
Forget the memory, let no heart ache.
Forget the memory, let no heart ache.
This lonely soul, these torments it bears,
Torments to bear, beyond all despairs.
Yet whispers rise, forbidden to share,
Forbidden to share.

Bansuria (1949) - Movie Details
Film CastGeeta Bali, Ram Singh, Kuldip, Sofia, Gulab, Uma Dutt, Shanti Madho, Omprakash
SingerLata Mangeshkar, Geeta Dutt
LyricistMulkraj Bhakri
Music ByHusnlal Bhagatram
DirectorRam Narayan Dave
External LinksBansuria at IMDB
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films