Video of "Ye Hum Jo Hijr Mein" from YouTube
Ye Hum Jo Hijr Mein Video Thumbnail
Advertisement
Ye Hum Jo Hijr Mein - ये हम जो हिज्र में दीवार-ओ-दर को देखते हैं
Lyrics of Ye Hum Jo Hijr Mein - ये हम जो हिज्र में दीवार-ओ-दर को देखते हैं
ye log jo hijr mein deewar-o-dar ko dekhte hain
ye log jo hijr mein deewar-o-dar ko dekhte hain
kabhi sabaa ko kabhi namavar ko dekhte hain
kabhi sabaa ko

wo aaye ghar mein hamare
khuda ki kudrat hain
kabhi hum unko kabhi
apne ghar ko dekhte hain
kabhi hum unko kabhi
apne ghar ko dekhte hain
kabhi hum unko

najar lage na kahi najar lage na kahi
unke dast-o-baaju ko
ye log kyu mere
ye log kyu mere jakhm-e-jigar ko dekhte hain
ye log kyu mere jakhm-e-jigar ko dekhte hain
ye log kyu mere

lyrics of song Ye Hum Jo Hijr Mein
Poetic Translation - Lyrics of Ye Hum Jo Hijr Mein - ये हम जो हिज्र में दीवार-ओ-दर को देखते हैं
We, in separation's shadowed hour, gaze,
At walls and doors, in memory's maze.
We watch the dawn wind, a whisper's flight,
And messengers of longing, day and night.

They came, a blessing, to our humble space,
A miracle, a touch of divine grace.
We look on them, in awe and sweet surprise,
Then at our home, with tear-filled eyes.

Lest a harsh glance should dim their radiant bloom,
We shield their hands, from sorrow's gloom.
Why do these eyes, with curious stare,
Observe the wounds that my heart does bear?
Why do these eyes?

Lata Sings Ghalib & Other Ghazals (1999) - Movie Details
SingerLata Mangeshkar LyricistKhalish Dehlvi, Mirza Ghalib, Wajid Ali Shah, Abhilash, Shakeel Badayuni Music ByK Mahavir, Faiyyaz Shoukat, Hridaynath Mangeshkar
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement