Video of "Ye Julf Agar Khul Ke" from YouTube
Ye Julf Agar Khul Ke Video Thumbnail
Advertisement
Ye Julf Agar Khul Ke - ये ज़ुल्फ़ अगर खुल के
screen shot of song - Ye Julf Agar Khul Ke
Ye Julf Agar Khul Ke
4.40 - 67 votes
SingerMohammed Rafi Music byRavi LyricistSahir Ludhianvi MovieKaajal (1965)
Lyrics of Ye Julf Agar Khul Ke - ये ज़ुल्फ़ अगर खुल के
ye julf agar khul ke bikhar jaaye to achchha
ye julf agar khul ke bikhar jaaye to achchha
is raat ki takadir sawar jaaye to achchha

jis tarah se thodi si tere saath kati hain
jis tarah se thodi si tere saath kati hain
baaki bhi usi tarah gujar jaaye to achchha
baaki bhi usi tarah gujar jaaye to achchha

duniya ke nigaaho me bhala kya hain, bura kya
duniya ke nigaaho me bhala kya hain, bura kya
ye bojh agar dil se utar jaaye to achchha
ye bojh agar dil se utar jaaye to achchha

waise to tumhi ne mujhe barbaad kiya hain
waise to tumhi ne mujhe barbaad kiya hain
iljaam kisi aur ke sar jaaye to achchha
ye julf agar khul ke bikhar jaaye to achchha
bikhar jaaye to achchha, bikhar jaaye to achchha
lyrics of song Ye Julf Agar Khul Ke
Poetic Translation - Lyrics of Ye Julf Agar Khul Ke - ये ज़ुल्फ़ अगर खुल के
If these tresses, loosened, were to cascade,
If these tresses, loosened, were to cascade,
How the night's fate would be better made.

As a fragment of time, with you, was spent,
As a fragment of time, with you, was spent,
If the rest could pass in the same content.
If the rest could pass in the same content.

What is good or ill, in the world's keen gaze,
What is good or ill, in the world's keen gaze,
If this burden from my heart could erase.
If this burden from my heart could erase.

Though you, indeed, have brought my ruin near,
Though you, indeed, have brought my ruin near,
If blame to another would then adhere.
If these tresses, loosened, were to cascade,
To cascade, would cascade.

Kaajal (1965) - Movie Details
Film CastDharmendra, Meena Kumari, Raj Kumar, Mumtaz, Padmini, Helen, Jagirdar, Tiwari, Madhu Apte, Shabnam SingerAsha Bhosle, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi LyricistSahir Ludhianvi Music ByRavi DirectorRam Maheshwari ProducerKalpanalok External LinksKaajal at IMDB      Kaajal at Wikipedia Movie at YTKaajal at YT    Kaajal at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement