Video of "Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile" from YouTube
Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile Video Thumbnail
Advertisement
Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile - ये कली जब तलक फूल बन के खिले
Lyrics of Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile - ये कली जब तलक फूल बन के खिले
ye kali jab talak phool ban ke khile
intazaar intazaar intazaar karo intazaar karo
ye kali jab talak phool ban ke khile
intazaar intazaar intazaar karo intazaar karo
intazaar woh bhala kya kare tum jise
beqaraar beqaraar beqaraar karo intazaar karo

pyaar mein pyaar ki bhi ijaazat nahin
pyaar mein pyaar ki bhi ijaazat nahin
berukhi hai aji ye mohabbat nahin
aa raha hai maza tum shikaayat yahi
baar baar baar baar baar baar karo intazaar karo
intazaar woh bhala kya kare tum jise
beqaraar beqaraar beqaraar karo beqaraar karo

husn pe to asar hone waala nahin
husn pe to asar hone waala nahin
ishq tum ko na kar de diwaana kahin
hai ye diwaangi bhi qubool tum agar
hamse pyaar hamse pyaar hamse pyaar karo
ye kali jab talak phool ban ke khile
intazaar intazaar intazaar karo intazaar karo

roz hamne baiyaan ye fasaana kiya
roz hamne baiyaan ye fasaana kiya
roz tumne naya ek bahaana kiya
ye bahaana magar aakhri hai sanam
aitbaar aitbaar aitbaar karo intazaar karo
intazaar woh bhala kya kare tum jise
beqaraar beqaraar beqaraar karo beqaraar karo
intazaar intazaar intazaar karo intazaar karo
hamse pyaar hamse pyaar hamse pyaar karo intazaar karo
lyrics of song Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile
Poetic Translation - Lyrics of Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile - ये कली जब तलक फूल बन के खिले
Until this bud blooms forth as a flower,
Wait, wait, endlessly wait,
Until this bud blooms forth as a flower,
Wait, wait, endlessly wait.
What wait is there for one you keep,
Restless, restless, endlessly restless, wait?

Even love's own love is not allowed,
Even love's own love is not allowed,
This coldness, alas, is not love,
Delight you find in this complaint,
Again and again and again, wait.
What wait is there for one you keep,
Restless, restless, endlessly restless, wait?

Beauty itself is not to be moved,
Beauty itself is not to be moved,
Lest love drive you to madness,
This madness itself you accept if you,
Love us, love us, love us.
Until this bud blooms forth as a flower,
Wait, wait, endlessly wait.

Each day we told this tale of woe,
Each day you made a fresh pretext,
This pretext, though, is the final one, love,
Believe, believe, believe, wait.
What wait is there for one you keep,
Restless, restless, endlessly restless, wait?
Wait, wait, endlessly wait,
Love us, love us, love us, wait.

Aaye Din Bahaar Ke (1966) - Movie Details
Film CastDharmendra, Asha Parekh, Nazima, Sulochna, Balraj Sahni, Rajendra Nath, C S Dube, Raj Mehra, Leela Mishra, Mubarak, Sunder, Nazir Kashmiri SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi LyricistAnand Bakshi Music ByLaxmikant Kudalkar, Pyarelal DirectorRaghunath Jhalani External LinksAaye Din Bahaar Ke at IMDB      Aaye Din Bahaar Ke at Wikipedia Movie at YTAaye Din Bahaar Ke at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement