Video of "Ye Kaun Mere Ghar Aaye Ye Roop Nagar Ka Tara" from YouTube
Ye Kaun Mere Ghar Aaye Ye Roop Nagar Ka Tara Video Thumbnail
Advertisement
Ye Kaun Mere Ghar Aaye Ye Roop Nagar Ka Tara - ये कौन मेरे घर आये मेरे घर आये
Lyrics of Ye Kaun Mere Ghar Aaye Ye Roop Nagar Ka Tara - ये कौन मेरे घर आये मेरे घर आये
ye kaun mere ghar aaye mere ghar aaye
ye kaun mere ghar aaye
ye kaun mere ghar aaye mere ghar aaye
ye kaun ye kaun

ye rup nagar ka tara
ye sundar mohan pyara
ye sundar mohan pyara aasha ke
aasha ke deep jalaye ho deep jalaye
ye kaun ye kaun ye kaun mere ghar aaye

aakash me jinko na paye
dharti pe wo mil jaye
dharti pe wo mil jaye dil aisa
dil aisa mukaddar paye mukaddar paye
ye kaun ye kaun mere ghar aaye

dil rah me aankh bichale
khushiyo ke tarane gale
khushiyo ke tarane gale takdir ne
takdir ne din ye dikhaye
ho din ye dikhaye
ye kaun ye kaun mere ghar aaye

dil unki balaye lena
aankho aankho me kahna
aankho aankho me kahna
mohe tujh bin chain na aaye
ho chain na aaye ye kaun
ye kaun mere ghar aaye
ye kaun mere ghar aaye mere ghar aaye
lyrics of song Ye Kaun Mere Ghar Aaye Ye Roop Nagar Ka Tara
Poetic Translation - Lyrics of Ye Kaun Mere Ghar Aaye Ye Roop Nagar Ka Tara - ये कौन मेरे घर आये मेरे घर आये
Who comes to my home, to my home?
Who comes to my door?
Who comes to my home, to my home?
Who is it, who?

A star from the city of forms,
A beautiful, enchanting beloved,
A beautiful, enchanting beloved, of hope,
Of hope, a lamp ignited, a lamp ignited,
Who is it, who, who comes to my home?

Whom the heavens cannot hold,
On earth, they are found,
On earth, they are found, a heart,
A heart, that finds such fortune, fortune,
Who is it, who, who comes to my home?

Lay open the heart's path,
Sing songs of joy,
Sing songs of joy, destiny,
Destiny, has shown me this day,
Oh, this day shown,
Who is it, who, who comes to my home?

Take their sorrows upon the heart,
Speak through the eyes,
Speak through the eyes,
Without you, no peace will come to me,
Oh, no peace, who is it?
Who comes to my home?
Who comes to my home, to my home?

Zevarat (1949) - Movie Details
SingerGeeta Dutt, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shanta Kunwar, Hamida Banu LyricistHabeeb Sarhadi Music ByHansraj Behl External LinksZevarat at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement