Video of "Ye Kya Ho Raha Hai (Part - 1)" from YouTube
Ye Kya Ho Raha Hai (Part - 1) Video Thumbnail
Advertisement
Ye Kya Ho Raha Hai (Part - 1)
Lyrics of Ye Kya Ho Raha Hai (Part - 1)
mann kyon aise bahke hain, tan kyon aise dahke hain
mann kyon aise bahke hain, tan kyon aise dahke hain
dil kyon aise dhadke hain, shole kaise bhadke hain
nas nas me aag bahe, yeh kya ho raha hai
yeh kya ho raha, yeh kya ho raha, yeh kya ho raha
yeh kya ho raha, yeh kya ho raha, yeh kya ho raha
yeh kya ho raha

ham hain javaa dil javaa hain, dil me javaa armaan hain
koyee hasin hain toh hoga, hum sa bhi koyee kaha hai
ek pal jo dekhe toh patthar ko pighala de hum
ek pal jo dekhe toh patthar ko pighala de hum
ho patthar bhee bol pade, yeh kya ho raha

dilkash kisee ko jo paau, kya sochta hu bataau
chaahu jo paana mai usko, khud hee kahee kho na jaau
phir hoke divaane khud ko hee naa bhula de hum
phir hoke divaane khud ko hee naa bhula de hum
jo dekhe kahane lage, yeh kya ho raha
yeh what' s happening, kya ho raha hai
yeh what' s happening, kya ho raha hai
yeh what' s happening, kya ho raha hai
yeh what' s happening, kya ho raha hai
yeh kya ho raha, yeh kya ho raha, yeh kya ho raha
yeh kya ho raha

jo bhi dilruba hamko chahiye, har ik pari apsara chahiye
hasinaaye jo aaye fauran sabko jhuka de hum
hasinaaye jo aaye fauran sabko jhuka de hum
sharamaake husn kahe, yeh kya ho raha

tum pyaar ko khel samajhe, mere liye jindagi hai
shaayad mere saare dil me chahat koyee bas gayee hai
hain dil ke jo nagme abb kyon na kisee ko suna de hum
hain dil ke jo nagme abb kyon na kisee ko suna de hum
ho ham gaaye dohraaye, yeh kya ho raha
mann kyon aise bahke hain, tan kyon aise dahke hain
dil kyon aise dhadke hain, shole kaise bhadke hain
nas nas me aag bahe, yeh kya ho raha hai
yeh kya ho raha, yeh kya ho raha, yeh kya ho raha
yeh kya ho raha, yeh kya ho raha, yeh kya ho raha
yeh what' s happening, kya ho raha hai
yeh what' s happening, kya ho raha hai
yeh what' s happening, kya ho raha hai
yeh what' s happening, kya ho raha hai
yeh what' s happening, kya ho raha hai


lyrics typed by :- neha gupta
Yeh Kya Ho Raha Hai (2002) - Movie Details
Film CastPrashant Chainani, Samita Bangargi, Payal Rohatgi, Vaibhav Jhalani, Yash Pandit, Aamir Ali Malik, Tarun Anand, Deepti Daryanani, Punarnava Mehta, Gajraj Rao, Pakhi SingerShankar Mahadevan, Babul Supriyo, Shweta Pandit, Sunidhi Chauhan, Gayatri Ganjawala, Mahalakshmi Iyer, KK LyricistJaved Akhtar Music ByShankar Ehsaan Loy DirectorHansal Mehta ProducerPammi Baweja External LinksYeh Kya Ho Raha Hai at IMDB      Yeh Kya Ho Raha Hai at Wikipedia Movie at YTYeh Kya Ho Raha Hai at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement