Video of "Ye Raat Ye Fizaye Phir Aaye Ya Na Aaye" from YouTube
Ye Raat Ye Fizaye Phir Aaye Ya Na Aaye Video Thumbnail
Advertisement
Ye Raat Ye Fizaye Phir Aaye Ya Na Aaye - ये रात ये फ़िज़ायें फिर आये या ना आये
Lyrics of Ye Raat Ye Fizaye Phir Aaye Ya Na Aaye - ये रात ये फ़िज़ायें फिर आये या ना आये
ye raat ye fizaye phir aaye ya na aaye
aao shamma bhuja ke hum aaj dil jalaye
ye raat ye fizaye phir aaye ya na aaye
aao shamma bhuja ke hum aaj dil jalaye
ye raat ye fizaye phir aaye ya na aaye
aao shamma bhuja ke hum aaj dil jalaye
ye raat ye fizaye

ye narm si khamosi ye reshmi andhera
kahta hai julf kholo ruk jayega savera
jugnu se mil ke chamke taare se jhilmilaye
aao shamma bhuja ke hum aaj dil jalaye
ye raat ye fizaye

biti huyi hawaye ab raat dhal rahi hai
aise me do dilo ki ek shamma jal rahi hai
ye pyaar ka ujala milke amar banaye
aao shamma bhuja ke hum aaj dil jalaye
ye raat ye fizaye


lyrics type by : ruby singh
lyrics of song Ye Raat Ye Fizaye Phir Aaye Ya Na Aaye
Poetic Translation - Lyrics of Ye Raat Ye Fizaye Phir Aaye Ya Na Aaye - ये रात ये फ़िज़ायें फिर आये या ना आये
These nights, these skies, will they return anew?
Let's douse the lamps, and set our hearts aflame, it's true.
These nights, these skies, will they return anew?
Let's douse the lamps, and set our hearts aflame, it's true.
These nights, these skies, will they return anew?
Let's douse the lamps, and set our hearts aflame, it's true.
These nights, these skies…

This velvet hush, this silken, shadowed plight,
Whispers, "Unfurl your tresses, stay the coming light."
With fireflies we'll shimmer, with stars we'll intertwine,
Let's douse the lamps, and set our hearts aflame, divine.
These nights, these skies…

The rain-kissed winds, as night begins to fade,
See, in this hour, a single flame is made
Of two souls entwined, a love that will not cease,
Let's kindle this light and forge eternal peace.
Let's douse the lamps, and set our hearts aflame, it's true.
These nights, these skies…

Batwara (1961) - Movie Details
Film CastBalraj Sahni, Nirupa Roy, Pradeep Kumar, Jawahar Kaul, Rehman, Shashikala, Jabben Jalil, Leela Chitnis SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Manna Dey, S. Balbir LyricistMajrooh Sultanpuri Music ByS Madan DirectorKarunesh Thakur External LinksBatwara at IMDB       Movie at YTBatwara at YT    Batwara at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement