Video of "Yeh Betiya Toh Baabul Ki Raaniya Hai" from YouTube
Yeh Betiya Toh Baabul Ki Raaniya Hai Video Thumbnail
Advertisement
Yeh Betiya Toh Baabul Ki Raaniya Hai - ये बेटियाँ तो बाबुल की रानियाँ हैं
Lyrics of Yeh Betiya Toh Baabul Ki Raaniya Hai - ये बेटियाँ तो बाबुल की रानियाँ हैं
ye betiya toh baabul ki raaniya hai
ye betiya toh baabul ki raaniya hai
mithi mithi pyaari pyaari ye kahaaniya hai
ye shishe diyan gudiya rab jaane ke ye kudiya
kinna jamilya kinna le jaaniya hai
ye betiya toh baabul ki raaniya hai
mithi mithi pyaari pyaari ye kahaniya hai

ye ladkiya toh maaon ki raaniya hai
ye ladkiya toh maaon ki raaniya hai
mithi mithi pyaari pyaari ye kahaniya hai
inka raam hai rakhwaala inka bachpan bhola bhala
bholi bhaali si inki jawaniya hai
ye ladkiya toh maaon ki raaniya hai
mithi mithi pyaari pyaari ye kahaniya hai

sab ke dil ki saare ghar ki ye raaniya hai
sab ke dil ki saare ghar ki ye raaniya hai
ye chidiya ek din phur se udjaaniya hai
koi inka haath na chhod e koi inka dil na tode
ae te saache rab diya meherbaaniya hai
ye betiya toh baabul ki raaniya hai
mithi mithi pyaari pyaari ye kahaniya hai
kahaniya hai kahaniya hai
lyrics of song Yeh Betiya Toh Baabul Ki Raaniya Hai
Poetic Translation - Lyrics of Yeh Betiya Toh Baabul Ki Raaniya Hai - ये बेटियाँ तो बाबुल की रानियाँ हैं
Daughters, queens of their fathers' domain,
Daughters, queens, a kingdom's sweet refrain.
Sweet, so sweet, these stories we hold,
Glass dolls, fragile, a sight to behold,
God knows where they're birthed, where they're led,
Daughters, queens of their fathers' tread.
Sweet, so sweet, these stories are told.

These girls, queens of their mothers' embrace,
These girls, queens, in love they find their space.
Sweet, so sweet, these tales they weave,
Their protector, the Ram, they believe,
Innocent youth, a heart so pure,
Their childhood's sweet promise will endure,
These girls, queens of their mothers' space.
Sweet, so sweet, these tales they embrace.

Queens of the heart, queens of the home,
Queens of our hearts, no longer to roam.
Like birds, one day, they'll flutter and fly,
Let no hand forsake, no heart deny,
God's true grace, a blessing untold,
Daughters, queens, more precious than gold.
Sweet, so sweet, these stories unfold,
Stories, stories, forever told.

Na Tum Jaano Na Hum (2002) - Movie Details
Film CastSaif Ali Khan, Hrithik Roshan, Esha Deol, Moushmi Chatterjee, Rati Agnihotri, Alok Nath, Smita Jaykar, Omung Kumar, Anang Desai, Preeti Jhangiani, Shilpa Saklani, Arjun Sablok, Ahana Deol, Ashima Bhalla, Achla Sachdev, Bobby Darling, Anjana Sukhani SingerAbhijeet, Falguni Pathak, Jaspinder Narula, Kamaal Khan, Pamela Jain, Sneha Pant, Sukhwinder Singh, Udit Narayan LyricistAnand Bakshi Music ByRajesh Roshan DirectorArjun Sablok ProducerPFH Entertainment Ltd External LinksNa Tum Jaano Na Hum at IMDB      Na Tum Jaano Na Hum at Wikipedia Movie at YTNa Tum Jaano Na Hum at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement