Video of "Yeh Kuchh Ke Wakt Kaisee Aawaj" from YouTube
Yeh Kuchh Ke Wakt Kaisee Aawaj Video Thumbnail
Advertisement
Yeh Kuchh Ke Wakt Kaisee Aawaj - ये कूच के वक़्त कैसी आवाज़
Lyrics of Yeh Kuchh Ke Wakt Kaisee Aawaj - ये कूच के वक़्त कैसी आवाज़
ye kuch ke waqt kaisi aawaz
dil ke kano me aa rahi hain
ye kya bisuhar ye kya kashish hain
jo mujh ko wapas bula rahi hain

bichhe huye hain jami pe moti
shuaaye badal pe chal rahi hain
fijaye rangin hain aisi dilakash
jo mujh ko wapas bula rahi hain

parinde shakho pe ga rahe hain
hawaye jhula, jhula rahi hain
inhi me koyal ki kuk bhi hain
jo mujh ko wapas bula rahi hain

chhuta jo kanto se apna daman
to badhke dariya me bah utha hain
shajar ki har shakh sarnigu hain
nasime sahri bula rahi hain
ye kuch ke waqt

lyrics of song Yeh Kuchh Ke Wakt Kaisee Aawaj
Poetic Translation - Lyrics of Yeh Kuchh Ke Wakt Kaisee Aawaj - ये कूच के वक़्त कैसी आवाज़
What song at the hour of parting,
Whispers in the heart's deep ear?
A yearning ache, a mystic pull,
That calls me back, drawing near.

Pearls are scattered on the earth,
Sunlight dances on the cloud's vast breast.
The air, a vibrant, lovely hue,
Calls me back, putting me to the test.

Birds are singing on the boughs,
The wind rocks, a swaying embrace.
The cuckoo's call within it weaves,
Calls me back to this hallowed space.

When my garment shed the thorns,
I flowed forth, a river's release.
Each branch of the tree, bowed low in grace,
Dawn breezes whisper, "Find your peace."
At the hour of parting...

Kaarwaan-e-Hayaat (1935) - Movie Details
Film CastRattan Bai, Gul Hamid, Malina, Nawab, Rajkumari, Rana, Kundan Lal Saigal, Pahadi Sanyal, Shyama SingerKundan Lal Saigal, Pahadi Sanyal, Miss Malina LyricistHakim Ahmad Shuja Pasha Music ByMihir Kiran Bhattacharya DirectorPremankur Atorthy, Hemchandra Chunder External LinksKaarwaan-e-Hayaat at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement