Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ye Kya Hua - ये क्या हुआ
ye kya hua ye kya hua
ye kyu hua ye kyu hua
kabse sambhala tha dil ko kaha kho gaya
ye kya hua ye kya hua
ye kyu hua ye kyu hua
kabse sambhala tha dil ko kaha kho gaya
tune churaya toh nahi apna banaya toh nahi
ye kya hua ye kya hua
ye kyu hua ye kyu hua
kabse sambhala tha dil ko kaha kho gaya
dil jharapta hai kab aankh milti hai jab
aankh milti hai kab waqt aata hai jab
waqt aata hai kab pyar hota hai jab
pyar hota hai kab yaar milta hai jab
tune churaya toh nahi apna banaya toh nahi
ye kya hua ye kya hua
ye kyu hua ye kyu hua
kabse sambhala tha dil ko kaha kho gaya
garm saanse hui jism jalta hai kyu
bewajah raat din dil machalta hai kyu
aankh se aankh ki baat hoti hai jab
ghar gali raasta rooth jata hai sab
tune churaya toh nahi apna banaya toh nahi
ye kya hua ye kya hua
ye kyu hua ye kyu hua
kabse sambhala tha dil ko kaha kho gaya