Video of "Yeh Peene Waale Bohat Hi Ajeeb Hote Hai" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Yeh Peene Waale Bohat Hi Ajeeb Hote Hai - ये पीने वाले बहुत ही अजीब होते है
Lyrics of Yeh Peene Waale Bohat Hi Ajeeb Hote Hai - ये पीने वाले बहुत ही अजीब होते है
ye peene wale bahut hi ajib hote hai
ye peene wale bahut hi ajib hote hai
jaha se dur ye khud ke karib hote hai
ye peene wale bahut hi ajib hote hai

kisi ko pyar mile aur kisi ko rushwai
kisi ko pyar mile aur kisi ko rushwai
mohabbato ke safar bhi ajib hote hai
ye peene wale bahut ajib hote hai

mila kisi ko hai kya sochiye amiri se
mila kisi ko hai kya sochiye amiri se
dilo ke shah to aksar garib hote hai
ye peene wale bahut hi ajib hote hai

yaha ke logo ki khasiyat ye sab se badi
yaha ke logo ki khasiyat ye sab se badi
habib lagate hai lekin rakib hote hai
ye peene wale bahut hi ajib hote hai
jaha se dur ye khud ke karib hote hai
ye peene wale bahut hi ajib hote hai

lyrics of song Yeh Peene Waale Bohat Hi Ajeeb Hote Hai
Royal Salute (Album) (2005) - Movie Details
SingerJagjit Singh Music ByJagjit Singh
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement