Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Yeh Sama - ये समां जवां जवां, हर तरफ धुँआ धुँआ
ye sama jawa jawa, har taraf dhua dhua
jaau main kahan kahan, aa bhi ja
baahe meri tere liye
saanse meri tere liye
mera dil bujha bujha hai yaha
ye sama jawa jawa, har taraf dhua dhua
jaau main kahan kahan, aa bhi ja
ye sama jawa jawa, har taraf dhua dhua
jaau main kahan kahan, aa bhi ja
meri zindagi tere pyar se chale
mujhe har khushi tere naam se mile
mita bhi de sabhi faasle
ye sama jawa jawa, har taraf dhua dhua
jaau main kahan kahan, aa bhi ja
baahe meri tere liye
saanse meri tere liye
mera dil bujha bujha hai yaha
koi dur se jo pukar le mujhe
to ye dil mera lage dhundhne tujhe
karib aa mujhe thaam le
baahe meri tere liye
saanse meri tere liye
mera dil bujha bujha hai yaha
ye sama jawa jawa, har taraf dhua dhua
jaau main kahan kahan, aa bhi ja
ye sama jawa jawa, har taraf dhua dhua
jaau main kahan kahan, aa bhi ja
ye sama jawa jawa, har taraf dhua dhua
jaau main kahan kahan, aa bhi ja