Video of "Zabaan Na Kholna, Ji Kuchh Na Bolna" from YouTube
Advertisement
Zabaan Na Kholna, Ji Kuchh Na Bolna - जबान ना खोलना जी कुछ ना बोलना
Lyrics of Zabaan Na Kholna, Ji Kuchh Na Bolna - जबान ना खोलना जी कुछ ना बोलना
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna
wafa ka dushman hai jindgi ka
jo muskurao to aag bhar de
dikhao kisko ye sidha rasta
wahi jal ke khak kar de
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna
aakash mein andhera hai raat bhar ka
subah bhi hogi ye jante hai
jafa ke pahlu mein muskurake
wafa hogi ye mante hai
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna
jo aaj ?? bajke wo kal jami ko karega sajda
uthega ek din yakin hai dil ko
jaha ki aankho se kala parda
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna
wafa ka dushman hai jindgi ka
jo muskurao to aag bhar de
dikhao kisko ye sidha rasta
wahi jal ke khak kar de
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna
aakash mein andhera hai raat bhar ka
subah bhi hogi ye jante hai
jafa ke pahlu mein muskurake
wafa hogi ye mante hai
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna
jo aaj ?? bajke wo kal jami ko karega sajda
uthega ek din yakin hai dil ko
jaha ki aankho se kala parda
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna
Kya Yeh Bombay Hai (1959) - Movie Details
Film CastMaruti, Nishi, Tun Tun, Hira Sawant
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Manna Dey,Suman Kalyanpur, Seeta Bannerjee
LyricistNoor Devasi
Music ByBipin Datta
DirectorN Vakil
External LinksKya Yeh Bombay Hai at IMDB
Movie at YTKya Yeh Bombay Hai at YT Kya Yeh Bombay Hai at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

