Video of "Zigar Ke Daag Naye Gul Khilaye Jate Hai" from YouTube
Zigar Ke Daag Naye Gul Khilaye Jate Hai Video Thumbnail
Advertisement
Zigar Ke Daag Naye Gul Khilaye Jate Hai - जिगर के दाग नये गुल खिलाये जाते है
Lyrics of Zigar Ke Daag Naye Gul Khilaye Jate Hai - जिगर के दाग नये गुल खिलाये जाते है
zigar ke dag naye gul khilaye jate hai
zigar ke dag naye gul khilaye jate hai
khushi ke geet bhi ro ro ke gaye jate hai
khushi ke geet bhi ro ro ke gaye jate hai

kiya tha maine jo roshan chirag arman ka
kiya tha maine jo roshan chirag arman ka
usi ke shole mera ghar jalaye jate hai
usi ke shole mera ghar jalaye jate hai

bane to kaise bane koi nakshe ummid
bane to kaise bane koi nakshe ummid
banaye jate hai hum aur mitaye jate hai
jamana mujhse chhudata hai dil ke daman ko
jamana mujhse chhudata hai dil ke daman ko
hum unko dil me jigar me
basaye jate hai jigar ke daag
lyrics of song Zigar Ke Daag Naye Gul Khilaye Jate Hai
Poetic Translation - Lyrics of Zigar Ke Daag Naye Gul Khilaye Jate Hai - जिगर के दाग नये गुल खिलाये जाते है
New blooms sprout from wounds of the heart,
New blooms sprout from wounds of the heart.
Songs of joy are sung through tears apart,
Songs of joy are sung through tears apart.

I lit a lamp of dreams, so bright and bold,
I lit a lamp of dreams, so bright and bold.
Now its own flames consume, stories untold,
Now its own flames consume, stories untold.

How can hope's map ever be conceived?
How can hope's map ever be conceived?
We are built, and then erased, we’re grieved.
We are built, and then erased, we’re grieved.
The world steals love from my soul's embrace,
The world steals love from my soul's embrace,
Yet in my heart, I keep them, in this space,
Yet in my heart, I keep them, in this space.
Wounds of the heart.

Humrahi (1945) - Movie Details
Film CastDevbala, Tulsi Chakravarty, Hiralal, Manorama, Ramesh Sinha SingerBinota Bose, Rekha Malik LyricistZaakir Hussain Music ByRai Chand Boral DirectorBimal Roy External LinksHumrahi at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement