Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
be asar hai sari aahe ilteja ye raayega
na koi humdard apna na koi m
o hum sunaye kisko apni dastaane bebasi
zindagi aye zindagi zindagi aye zindagi
ik pal mein jaane ki kismat chaal kaisi chal gayi
loriyan thhi jo labhon pe aahon mein kyun dhal gayi
kyu aansuon mein beh gaye woh
khwaab jo ankhon mein thhe
dil ki har ik aarzoo bhi saath dil ke jal gayi
o kis tarah jhele koi ab waqt ki ye sandili
zindagi ae zindagi zindagi ae zindagi
bujh gaya har ek manzar chaand taare kho gaye
na woh aayi jo banwar mei do kinare kho gaye
in raaston se mitt gaaye
saare hi kadmon ke nishaan
mera humsafar khoya toh jaise
sab sahare kho gaaye
ho manzilein bhi ajnabi hai rahguzar bhi ajnabi
zindagi aye zindagi zindagi aye zindagi
bhatke huwe hai raahon mei insaan tere ya rabb mere
insaniyat bhoole hai yeh insaan tere ya rabb mere
sab jaan ke anjaan hai bas naam ke insaan hai
hai bas se bhi badtar huwe insaan tere ya rabb mere
mere khuda karam ka apne jalwa dikha
tu sahara de sunahon doobe dilon ki ilteja
tu sahara de mere khuda, mere khuda