Video of "Zindagi Bhar Nahi Bhulegi Woh Barsaat Ki Raat (Duet)" from YouTube
Zindagi Bhar Nahi Bhulegi Woh Barsaat Ki Raat (Duet) Video Thumbnail
Advertisement
Zindagi Bhar Nahi Bhulegi Woh Barsaat Ki Raat (Duet) - ज़िंदगी भर नहीं भूलेगी
Lyrics of Zindagi Bhar Nahi Bhulegi Woh Barsaat Ki Raat (Duet) - ज़िंदगी भर नहीं भूलेगी
zindagi bhar nahi bhulegi vo barsaat ki raat
ek anjaan musafir se mulaakaat ki raat
zindagi bhar nahi bhulegi

haay jis raat mere dil ne dhadakna sikha
shokh jazbaat ne sine me bhadakna sikha
meri taqadir se nikhari hui, ho
meri taqadir se nikhari hui sarmaat ki raat
zindagi bhar nahi bhulegi vo barsaat ki raat
zindagi bhar nahi bhulegi

dil ne jab pyar ke rangin fasane chhede
aankho aankho ne wafao ke tarane chhede
sog me dub gai aaj wo
sog me dub gai aaj wo naghamaat ki raat
zindagi bhar nahi bhulegi

ruthnewali ruthnewali meri baat se maayus na ho
bahke bahke khhayalaat se maayus na ho
khatm hogi na kabhi tere mere
khatm hogi na kabhi tere mere saath ki raat
zindagi bhar nahi bhulegi vo barsaat ki raat
ek anjaan hasina se mulaakaat ki raat
zindagi bhar nahi bhulegi
lyrics of song Zindagi Bhar Nahi Bhulegi Woh Barsaat Ki Raat (Duet)
Poetic Translation - Lyrics of Zindagi Bhar Nahi Bhulegi Woh Barsaat Ki Raat (Duet) - ज़िंदगी भर नहीं भूलेगी
The rain-soaked night, a memory unbound,
Forever etched, on hallowed ground.
That night of chance, a stranger's face,
A timeless touch, a sacred space.
Forever it will not be forgot.

My heart awoke, in that dark hour,
When passion bloomed, a sudden flower.
My fate unveiled, a radiant gleam,
A night of frost, a waking dream.
The rain-soaked night, a memory,
Forever it will not be forgot.

My heart unfurled, in love's sweet rhyme,
Eyes whispered vows, transcending time.
Lost in sorrow, now she sleeps,
A night of song, the silence keeps.
Forever it will not be forgot.

Do not despair, if words take flight,
Or thoughts astray, in darkest night.
Our shared night will never end,
Our bond will never bend.
The rain-soaked night, a memory,
A maiden's face, a reverie,
Forever it will not be forgot.

Barsaat Ki Raat (1960) - Movie Details
Film CastBharat Bhushan, Madhubala, Shyama, Ratna, Chandrashekhar, Mumtaz Begum, S K Prem, K N Singh, Peace Kanwal SingerAsha Bhosle, Balbir Bittu, Kamal, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi, S D Batish, Shankar Shambhu, Sudha Malhotra, Suman Kalyanpur LyricistSahir Ludhianvi Music ByRoshan DirectorP L Santoshi External LinksBarsaat Ki Raat at IMDB      Barsaat Ki Raat at Wikipedia Movie at YTBarsaat Ki Raat at YT    Barsaat Ki Raat at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement