Video of "Zulfo Ke Mahkte Saye Hai" from YouTube
Zulfo Ke Mahkte Saye Hai Video Thumbnail
Advertisement
Zulfo Ke Mahkte Saye Hai - जुल्फों के महकते साये है
Lyrics of Zulfo Ke Mahkte Saye Hai - जुल्फों के महकते साये है
zulfo ke mahkte saye hai baho ka lachkta ghera hai
is waqt kisi ki phikar na kar is waqt zamana tera hai
zulfo ke mahkte saye hai baho ka lachkta ghera hai

sagar ki khanak chhagal ki jhanak
sagar ki khanak chhagal ki jhanak
us par ye jawani ki rate, us par ye jawani ki rate
us par ye jawani ki rate pehlu me dhadkti jannat hai
kadmo me khushi ka dera hai pehlu me dhadkti jannat hai
kadmo me khushi ka dera hai
zulfo ke mahkte saye hai baho ka lachkta ghera hai

aankho se mila le aankho ko aankho se mila le aankho ko
hotho pe zuka de hotho ko, hotho pe zuka de hotho ko
hotho pe zuka de hotho ko
kal chahe kisi ka ho jana is rat magar tu mera hai
kal chahe kisi ka ho jana is rat magar tu mera hai
zulfo ke mahkte saye hai baho ka lachkta ghera hai
is waqt kisi ki phikar na kar is waqt zamana tera hai
baho ka lachkta ghera hai
lyrics of song Zulfo Ke Mahkte Saye Hai
Poetic Translation - Lyrics of Zulfo Ke Mahkte Saye Hai - जुल्फों के महकते साये है
In scented shadows of tresses, a yielding embrace,
Let worries fade, let time unfurl, this moment is your space.
In scented shadows of tresses, a yielding embrace.

The ocean's whisper, the rhythm of the tide,
Upon this night of youth, where desires reside,
In youthful nights, a heaven that beats at your side,
Joy's encampment resides at your stride.
In scented shadows of tresses, a yielding embrace.

Let eyes meet eyes, and lock in the gaze,
Let lips touch lips, in a sweet, tender daze,
Though tomorrow may claim, tonight, my own, you stay.
Though tomorrow may claim, tonight, you are mine to sway.
In scented shadows of tresses, a yielding embrace.
Let worries fade, let time unfurl, this moment is your space.
A yielding embrace.

Naya Raasta (1970) - Movie Details
Film CastJeetendra, Asha Parekh, Farida Jalal, Balraj Sahni, Sujit Kumar, Lalita Pawar, Veena, Roopesh Kumar SingerMohammed Rafi, Asha Bhosle LyricistSahir Ludhianvi Music ByN Dutta DirectorKhalid Akhtar ProducerI A Nadiadwala External LinksNaya Raasta at IMDB      Naya Raasta at Wikipedia Movie at YTNaya Raasta at YT    Naya Raasta at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement